- 25,318
- 19,148
- 143
Itna shandar aur motiveted revo diya iske liye bahut bahut shukriyaUpdate 21
Jaldi ka kaam shaitan ka hota hai lekin yeh baat sach hai ki samay rehte kaam pura nahi kya to baad mein pareshaniyan aa ho sakti... Problems bhi creat ho sakte hai..
rajendra ne sathik samay par bilkul sahi vichaar kiya hai... kyunki agar shaadi itne dino baad hoti to is bich ravan raghu aur kamla ki shaadi ke riste ko todne ki koshish jarur karta wohi purane ya naye tarike aajma ke...
waise ravan ne sukanya ke saamne kaha jarur tha tha ki abhi ke liye plan ko drop karte hai.. lekin ravan kya bharosa , jaane kab kaisi chaal chal de wo... Btw ab bhi musibat tali nahi hai .. coz ab jab ravan ko pata chalega ke raghu ki shaadi bis din baad hai.. to wo jarur kuch na kuch adchan daalne ki koshish jarur karega..
Ya phir ye sochkar piche bhi hat sakta hai.... ki usse chupake rajendra & family ne shaadi fix ki raghu ki hai.... iska matlab saaf hai ke rajendra ko ab mahal mein rahne walo pe shaq hai. ... aur aise mein ravan ne agar kuch kiya to wo fans bhi sakta hai...
Dusri taraf raghu ke bhi mann mein laddu fut raha hai bis din baad shaadi ka date final hone ki khabar sunke ...
Yahan sawal bas yahi hai ki ravan is baar chup rahega ya pehle ki tarah is riste ko bhi todne ki koshish karega...
Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
Rajendr ne jaldi karne ka phaisla jis musivat se bachne ke liye liya vo musivat laut kar aayega ki nehi ye to ek do updet me pata chal jayega.