- 25,316
- 19,145
- 143
mind blowing update.
sankat aur vikat apne saathiyo ke saath badla lene kolkata pahuch gaye aur har samay apsyu par najar rakh raha the . Sagayi me mauka dhund raha tha par mauka nahi mila apasyu ka dhulaai karne ke liye .ravan ki to hawa nikal gayi ye sunke ki rajendra aur mahesh ne police ko bata diya hai sab kuch.aur usne apne aadmiyo ko aage kuch na karne ko keh diya .
kalu aur bablu ko pata tha ki waha sagai me itne log hai agar kisiko pata chala to jamke dhulayi hogi.phir bhi kuch jyada hi dimaag laga diye aur pushpa ko chhedh diya aur yahi nahi ruke kamla ko bhi chhedh diya, fir kya tha apasyu ke saath raman aur ashish ne bhi ache se dho dala dono ko .lekin wo sab hote dekh apasyu ke mann me glani ke bhaw aa gaye ,kyunki wo bhi to aaj tak dusro ki beheno sath galat karta a raha hai . aaj usko pata chala ki itne dino se kitna galat kar raha tha wo .weise apasyu jake bablu kalu ko sukriya kehna chahiye kyuki aaj un dono ke kaaran apsyu ka man parivartan hua hai ..
(Naina jii jo itni achi story padne ke liye suggest kiya)
Bahut bahut shukriya

Kalu aur bablu jaise logo ko hi chamn chutiya kaha jata hai ya phir had se hawsi kahna hi theek hoga.
Natija pata tha phir bhi harkate karne se baz na aaye dono adat se jo majbur thi. Dono ki ek glat harkat ne ek bande sahi rah dikha diya.
Mai bhi iss paksh me hoon apashyu ko jakar kalu aur bablu ka pair pakdlena chahiye aur kahna chahiye guru ab tak kaha the.

Yaha vo kahawat bilkul fhit baithta hai jo hota hai achhae ke liye hi hota kudh ke liye na sahi dusre ke liye to hota hi hoga.
Naina ji ka kya hi kahna jitni tariff ki jaye kam ho hai.
