- 2,995
- 1,739
- 143
Update 10
Bagh- kya hua manusya kya soch rhe ho jaldi kro mujhe bhukh lagi h
Mai- mai soch rha hu tum bol to sahi rhe ho prantu mai mans kaha se lau mujhe mans kanne ke liye kisi ka hatya to karna hi padega na
Bagh- kisi ka hatya kyu krna tum apna hi mans dedi
Hiran- nhi manusya tum aisa nhi karna tumhare jaise nek dil ko is dharti ki avasyakata h is liye mai hi iska bhojan ban sakta hu
Ab aage
Mai- nhi mere rahte aapko kuchh nhi hoga chahe iske liye mere pran hi kyu na chali jaye ( phir mai us bagh se bola) aap aaiye aur mujhe mar ke kha lijye mere khane se apka bhukh mit jayega
Bagh- nhi tum khud apna mans kat ke do jabtak mera bhuk na mit jaye
Mai- thik h
Phir mai apna khanjar nikala ye khanjar mai hamesha apne pass rakhta hu mai us khanjar se apna jangh ka mans kat ke de diya mujhe bahut pida ho rha tha aise manjar dekh hiran bhi rone lgi mai apna mans jab bagh lo diya to o use kha ke aur manga to mai dusre jangh ka mans bhi kat ke use de diya mujhe ab pida bardast nhi ho rha tha bagh ne us mans ko bhi kha ke mere taraf dekhne lga mujhe pide me dekh o bola
Bagh- mai pahle hi bola tha ki tumse nhi hoga ab lagta h mujhe apna bhukh use kha kar mitana hoga
Mai- nhi nhi mai apna mans kat kar tumhe deta hu use kuch mat karna
Phir mai dard se tadapte apne sarir ka sara mans kat kar bagh ko khila diya ab mera halat kharab ho gya tha ab mai marne hi wala tha mai dhire dhire behos ho gya ki achanak charo taraf roshani fail jati h aur us roshani se dhire dhire mera jakham bharne lagta h kuchh der me mai ab bilkul thik ho gya tha aur mujhe bhi hos aa gya tha jab mujhe hos aaya to dekha samne koi khada tha unke sarir se divya prakash nikal rha tha unka divyata dekh mai unhi me kho gya mera hath apne aap unke samne jud gya aur mai apne ghutno ke bal baith gya aur unko dekhne lga mai dekha ki unke sarir par mugya chhal h hath me trishul mathe par chandrama aur gle me nag ye dekh kar mai samajh gya ki ye kon h phir mai bola
Mai- hey mahadev (ha ye mahadev hi h) hey ishwar hey mere Aradhya apne mera jivan Shayna kar diya prabhu aaj mai apka darsan pake kritarth huya prabhu
Mahadev - utho putra mai aaj bahut kus hu ptra ki mera ans aaj o mahan karya kiya h jo aaj tak na koi kiya aur na aage koi karega
Mai- (mai na samajhte huye ) kon sa karya prabhu mai to aisa koi karya nhi kiya
Mahadev - (muskurate huye) ek hiran ke liye apna balidan dena ye to mahan karya hi huya na putra
Mai mahadev ka bat sun apne charo taraf dekhta hu waha pe na o bagh tha aur na hiran mai hairani se idhar udhar dekhne lagta hu jise dekh mahadev muskurate huye bole
Mahadev- tum idhar udhar kya dekh rhe ho putra kahi tum us bagh aur hiran ko to nhi dhundh rhe ho
Mai- (ascharya se ) apko kaise pta prabhu ki mai us bagh aur us hiran ko dundh rha hu ( phir apne sar par marte huye) chhama kare prabhu mai nadani me ye bhul gya ki mai kiske samne khada hu jo jinse puri sristi chalta h inse bhala kya chhupa lekin prabhu o bagh aur hiran kidhar gye
Mahadev- o ek mera maya thi putra mai tumhara pariksha lene ke liya ye maya racha tha mai aaj bahut khus hu putra ki tum mere pariksha me safal huye aaj ke jamane me log apne pariwar ke bare me bhi nhi sochte fir bhi tum ek hiran ke jan bachane ke liye itna dard sahte huye bhi apne pure sarir ka mans use de diye tum sache maine me rakshak ho tum aaj ye sidh kar diya putra
Mai - kaisa pariksha prabhu aur ye to mera kartva htha prabhu
Mahadev- mai dekhna chahta tha ki jo mera ans h aur jise babhisya me is sansar ka rakshak banna h o is yogya h ya nhi aur aaj tum ye sidh kar diya putra ki mai tumhe rakshak chun ke koi galti nhi ki h
Mai- mai apka ans aur bhabhisya ka rakshak mai kuchh samjha nhi prabhu
Mahadev- abhi tumhe is bat ko samjhne ka sahi samay nhi h putra lekin itna tum jan lo ki tum mera ans ho aur is sansar ka bhabhisya tumhare upar nirbhar h putra is liye ab tumhe bahut mehnat karna hoga putra tumhe apne aap ko is kabil banana hoga putra
Mai- jaisi aapki iksha prabhu
Mahadev- mai tumse bahut kus hu putra is liye mai tumhe ek vardan dena chahta hu isliye mango putra kya iksha h tumhari
Mai- prebhu mujhe kuchh nhi chahiye prabh na jane kitne rishi muni kitne varso se tak apka dhyan karte fir bhi apka darsan nhi hota aur mujh jaise tuksh prani ko itni asani seaapka darsan ho gya wahi mera bardan h prabhu mujhe ab kuch nhi chahiye
Mahadev- yahi tumhara swabhav to tumhe rakshak banata h putra prantu ye bhi stya h ki mera darsan kabhi byarth nhi hota putra is liye tumhe bardan to mangana hi hoga
Mai- mai ab kya bolu prabhu aapko jo dena h aaphi de dijiye
Mahadev- to thik h putra mai tumhe ye bardan deta hu ki ye panch tavya ki sakti jaise agni jal wayu dharti aur akash inki saktiya chahe o divya ho ya asuri tumhe isse koi hani nahi hogi aur tumhara sarir vajra ke saman ho jayega aur tum kitne bhi karya kroge kabhi thakote nhi tatha astu
Phir unke hath se ek sapt rangi raani nikal ke mere sine me samane laga mujhe bahut hi jyada pida ho rha tha phir thodi der bad pida kam ho gya Phir mahadev bardan dekar antradhyan ho gye aur mai phir waha asaram aa gya