Ab pareshani ek taraf se nahi balki dono taraf se hain, Tabassum ke husband salman sheikh(age-36) jo ki ek bade company mein software engineer hain, unko v samajh mein nahi araha ke ye kya ho gaya, gusse mein ake unhone 3 baar talak talak talak bol diya, Tabassum v tut padi is is achanak fasle se , mano sar pe asman tut padi, woh to sapno main v nahi socha salman gusse mein aisa keh dega,