. Ab tak...
Neha (man me) ... - aakhir kaun tha wo ladka... Uska chehra to bilkul kishan bhai jaisa tha...
Aur uss ladki ka chehra bilkul mere jaisa....
Ye aakhir kaisa swapn tha, kya ye koi bhram tha, ya sanyog.
Bhavishya ki kalpanaye tha ya beeta huaa kal...
Aakhir ye kya tha....
.
Ab aage...
.
. काॅलेज से बन्ना आ रहा, टाई को कसते-कसते। उधर से बन्नी आ रही, जूड़े को कसते-कसते।
मैं टीका लाया ए बन्नी, काॅलेज के रस्ते-रस्ते।
तुम पहन लो दिल खोल के, खुशी से हँसते-हँसते।
बन्नी ने टीका ले लिया, नमस्ते करते-करते।
बन्नी ने जीया ले लिया, खुशी से हँसते-हँसते।
काॅलेज से बन्ना ........।
.
ढोलक बाजे मंजीरा बाजे, बाजे सारी रात....2
बन्ने तेरी दादी बड़ी होशियार-बन्ने तेरी ताई बड़ी होशियार
हमसे लड़ के पलंग से सटके, बिछा लई खाट,
मैं कैसे आऊँ, कहाँ से आऊँ, करूँ दो बात।
ढोलक बाजे.......
बन्ने तेरी अम्मा बड़ी होशियार, बन्ने तेरी चाची बड़ी होशियार
हमसे लड़ के पलंग से सटके बिछा लई खाट,
मैं कैसे आऊँ, कहाँ से आऊँ, करूँ दो बात।
.
Shorgul ka mahol tha, bahut saare mehman aaj haveli aa chuke the jinme kalpana ke nanihal se kuchh log , rachna ke sasural se kuchh log the, bachche idhar se udhar huddang macha rahe the. Ek ore nana prakar ke khana banaya ja rha tha halwayiyo dwara, to ek ore khule maidan me tent lagane ka kaarya lagbhag sampurn ho chuka tha.
Kishan filhaal tent lagane wale aur decoration karne wale logo ke sath apne hisaab se haveli ko decorate karba raha tha.
Aur wahi rajnish bhi kuchh decoration baale logo ke sath mil kar haveli ke bahar gao ke galiyo ko sajane ka pura bandobast kar raha tha.
Avni, khushi aur neha se nimi ko dosti karne me pal bhar ka bhi samay nhi laga, aur ve log bhi pahuch gaye DJ wale ke paas, aur usse samjhane lage ki unlogo ke liye kon kon se gaane bajana hai....
.
Poonam , sonam, surbhi aur shivani filhal kalpana ke sath mauzud thi... Jo ki haveli ke hall ke bichobich baithi huyi thi aur wahin kuchh ladkiya jinme nimi ki saheliya jinme saveeta, pooja, aur neelam bhi mauzud thi wo kalpana kr haatho aur pairo me mehandi laga rhi thi...
Kuchh bhabhiya bhi thi jo ki kalpana ke sath sath un sabhi ladkiyo ki khichayi bhi kar rhi thi.
.
Bahut hi harsho ullash ke sath birendra ji ke haveli ke mukhya aangan (hall) me aaj gao ke lagbhag saari mahilaye mauzud the,
.
Gao ke thakur ki beti kalpana ki mehandi aur sangeet ki rashm jo honi thi aaj. Kuchh mahilaye dholak ko baja rahi thi, to kuchh dholak pe chammach ko ko baja rahi thi. Sabhi mahilaye mil kar gao ki lokgeet ko gaa rhe the.
.
.
Pichhle raat jo bhi huaa usse darkinar karte huye birendra ji ne apni bahu radhika ko bhi aaj ke mehandi rashm me sareek hone ko kaha tha, par raghav ne saaf saaf bol diya tha ki radhika aur uska sambandh ab shirf aur shirf pinki ki wajah se hai,... Na to radhika ko uske dil me wapas jagah milegi na hi uske kamre me.
Subah hi radhika ne apne saare kapde aur jaruri saman pinki ke kamre me rakh aayi thi, . . . Usse to bas kaise bhi kar ke apne pati se maafi chahiye thi.
Ab usse samajh aa chuka tha ki uski badi bahan dwara shirf aur shirf apne kuchh fayde ke liye uska use kiya gya tha. Aur ab usse apni bahan ke sath sath khud se bhi ghinn aane lagi thi...
.
Aakhir kya ho gya tha usse tab....
jo usne iss hadd tak khud ko giraa diya wo bhi unn devta saman yuvko ke saamne jisne itna hone ke baad bhi usse ghar se bahar nahi nikalne diya....
.
Aakhir kishan iske liye devta hi ho gya na ab jo apne khilaf sadyantra rachne bali aur itna ghinauna ilzaam lagane wali ko bhi apni pashchatap karne ke liye ek mauka de diya.
.
Radhika to raat bhar bas yahi sab sochte rhi thi ki ussne ab tak kamayi saari ijjat ko yu hi kisi ke kahne par mitti me mila diya.
Aur ussne itna kiya bhi to kiske kahne par....
Apni uss badi bahan ke kahne par....
jo ki khud bachpan me har ek chiz ko lekar usse jala karti thi...
Jo apne fayde ke liye apni bahan ki izzat ka bhi parvah nhi karti thi...
Uske liye...
Chhhiiiiii...... Ab to ghinn aane lagi thi usse apni bahan se , aur apni bahan se bhi jyada ghinn usse khud se aane lagi thi.
.
Jab raat ko raaghav aur rachna usse buri tarah peet rahe the ... Usne tabhi soch liya tha ki ye zillat bhari zindagi ab wo nhi jee payegi...
.
Wo khud ko khatam kar legi...
.
Par antim me kishan ne jo baat raghav aur anil se kahi ...
Ki kabhi bhi ek bachhe ko uski maa se alag mat karo... Ek bachhe se uski maa ke pyar ka hak mat chhino....
.
Tab usse laga ki... Nhi usne jo faisala liya hai wo galat hai...
Usse zinda rahna hoga...
Apni fool si beti ke liye ...
Apne pati se maafi paane ke liye...
Kishan se maafi paane ke liye...
.
Aur pashchatap bhi to karni thi...
Aakhir usne itna bada paap jo kiya tha ...
.
Wahin inn sab se door "Sheetal " Aaj ap eghar me hi apne khayalo me khoi huyi thi, wo iss waqt apne kamre me palang pe leti huyi khuli aankho se upar chal rahe pankhe ko nihar rahi thi. Uske chehre ko dekh kar aisa lag rha tha ki jaise wo subah se abhi tak roti hi rhi thi, uske komal gaalo pe aanshuo ke sukhne se jo nishan aajate hai .... Wo saaf dikh rha tha....
Uski aankho me iss waqt jamane bhar ka dard dikh rha tha....
.
Darasal subah kishan ke dwara uske mohabbat ke kabulname se wo khush to bahot huyi thi par usse jaise hi dhyan aaya ki uski shadi to pahle hi tay ki ja chuki hai aur wo bhi ek aise gharane me jaha ke log insan ke roop me ek shaitan hai, unhe jaise hi pata lagega ki usne kishan se koi rishta rakha hai to kishan ki jaan ko un haivaano se bahut khatra ho sakti hai.
.
Issiliye usne apne dil pe patthar rakh kar kishan ko mana to kar diya, aur daud kar wapas apne ghar bhi aagyi, par usse ab bardaast nhi ho rha tha ye sab. Usse yahi lag rha tha ki ab wo kaise kishan ka samna karegi....
.
Aaj mehandi ke rashm me saare gao wale bijendra ji ke haveli me mauzud the, unme me sheetal ki maa bhi thi, jana to sheetal bhi chahti thi par usse himmat hi nahi hua waha jane ki.
.
Wo to bas kishan ke baare me soch soch kar apne aanshu baha rhi thi.
.
Wahin lala ke ghar se bhi birendra ji ke haveli me lala ki bahu aur ranjeet ki patni reena gayi huyi thi, ...
Gao ki yahi to ek khubsurti hoti hai ki aapas me bhale hi kitni hi ranjish ho par sukh aur dukh me gao wale ek dusre ka sath jarur diya karte hai.
.
Kishan ki sabhi bahne bhi koi na koi mauka dhund rahi thi kishan se maafi mangne ko par ant me wohi... Ki wo aakhir kis muh se maafi mangegi usse, issliye un sabhi ne faisala kiya tha ki dadi ko bol kar kishan ko vapas apne gao hi bula legi shadi ke baad. Aur wahin apne bhai ko manane ki koshish karegi.
.
.
(Me as kishan)
.
"Ufffffff yaar kishan, tumhari bahne to bahut tez dimag waale hai yaar,.... Tum soch bhi nhi sakte ho inhone ek aisa plan banaya hai jiske chalte sab khud b khud chal kar inlogo ke pasand ke gaano pe dance karenge.
And i m damn sure ki inki planning fail nhi hogi"
.
Mera kaam khatm ho chuka tha , tent waale apna kaam kar chuke the, bas thoda bahut hi bacha tha jisse wo log khud dekh lenge aisa bata diya tha mujhe, aur mai jo ki subah se lagatae koi na koi kaam me itna byast ho gya tha ki mujhe apne kapde badalne ka bhi samay nhi mila, aur mai wohi ek dhili trauser aur dheeli tshirt me hi kaamo me vyast ho gya tha.
.
Iss waqt pasine se meri tshirt poori bhing chuki thi. Aur mere sharir se ekdam chipak rahi thi. Maine ek bottel paani liya aur devoration waalo ne jo cooler lagaya tha usse chalu kar ke uske samne hi baith gya, .... Abhi jakar kuchh achha feel ho hi rha tha ki nimi bhi paseene me lath path ho kar mere paas aayi, uske sath avni, khushi aur neha bhi thi... Un charo ne jaise hi dekha ki nimi mere paas aakar baith rahi hai waise hi unlogo ke kadam wahi ruk gaye. Unhe himmat hi nhi ho rhi thi. Mere samne aane ki.
.
Khiar hamesha ki tarah nimi aate hi meri bahno ki planning ke baare me batane lagi jisse sun kar mere hontho pe ek vyang bhari mushkaan aagyi. Aur fir maine bola.
.
Mai - mujhe achhe se pata hai nimi, inka plan kabhi bhi fail nhi ho sakta hai. Uska jeeta jagta gawah mai khud hunn, mere upar hi to ye sab apni ghatiya ghatiya planing kiya karte the. Kaise bhulunga unn plannings ko jiake bal par inhone bina wajah mujhe mere maa, baap maar khilwaya karti thi,... Wo bhi bas ane maze ke liye....
I can't forget it nimi... Mai kabhi bhool nhi sakta......
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys... Safar ki wajah se thodi thakavat ho gyi hai dosto, aur nind bhi bahot aarhi hai issliye update chhota diya....
.
Agar update pasand aaye to like kar ke jana...

Uski aankho me iss waqt jamane bhar ka dard dikh rha tha.... .