Aisa nhi hai, shudhh hindi to hindi bolne wale ko hi nhi aati , aj kal mixture chl rha hai , hum urdu bhi aise hi bolte hain , han likhte waqt bari tawajja deni parti hai,
Shudhh hindi parhne mn bhi mishkil h meaning hi nhi pata chalta
Sahi kaha bhai, aaj kal har language ko English ya Hinglish me zyadatar bola ya padha jata hai. Lekin sahitya jis bhasha ka hota hai wo usi bhasha me likhne aur padhne me achha lagta hai. Khair maine zyadatar devnagri me hi likha hai. Do ya teen stories Hinglish me bhi hain lekin ab jo bhi story likhuga wo Hinglish me hi likhuga.