bujurg bola is gav ke thodi dur par ek medan he or fir ek
choti si pahadi ke upar mandir he uski dusri tarah wo kabila rehta he . par tumko
dhundhne jane ki jarurat nhi eh do din me wo khud yaha aa jayenge . tab tak hume
apni seva ka avsar do . arun bola haa bhai kya jarurt he bhatakane ki vese bhi
dekho didi bahut thak gai he unko aram ki jarurt he . mane bola thik he . bujurg bola
humare yaha reet he sabko apna ghar khud banana padta he . hum samaan de dete
he or mada bhi karwa denge par aap ko apni jhopadi khud banani hogi .
basti walo ne samaan de diya . fir bujurag bola ye ladki
kon he tumhari orat he kya . me bolne wala hi tha . di ne haa me sar hila diya .
mane dhire se bola ye kyu kiya . di boli gav wale he fir mujhe tumhare sath nhi
rehne denge . arun sham bole thik to kiya di ne hum charo ko sath rehna chahiye .
bujurag bola fir tum dono sath rahoge . ro ye tumhare dost alag rahenge . mane
bola asa kyu . bujurag bola kuch niyam he humare gav ke unko manana hi padega .
mane bhi gardan haa me hila di.
______________________________
bujurag bola tum dono ko alag alag jhopadiya banani hogi .
mane bhi socha thik hi he . ase me di ke sath aram se reh sakta hu . arun sham ke
sth do admi help kar rahe the or do admi humare sath . kafi mehnat ke baad hum
dono ki jhopadiya ban gai . sham arun ki jhpadi thodi humse achi bani thi . humari
bhi kuch buri nhi thi . fir basti walo ne hum dono ko ek ek char pai di . arun bola
bhai ispe hum dono kase so payenge . mane bola thoda adjest kar lo . fir bujurag
bola tumko khud kheto se sabji or baki chije lani hogi .
hum tumko kuch bartan de dete he . di boli koi baat nhi tum