fir hum jungal ke rasto ko paar karke khandahar ki taraf badane lage .
mere man me ek sawal or tha akhir kya hua ek dari hui jin ek dum se khatarnak ban gai .
kya ye meri wajah se hua .
jab mujhe chot lagi .
ya rehana ka ye pyar mere parti jo he us wajah se use gussa aaya .
me apni soch me doba hua tha .
or hum jungal ko par karke maidan me aa gayw the .
dur khandhar nazar aa raha tha .
tez havao ke thapede hum lag rahe the
dahr tak pahuch haye .
javed bola bhai ye jagah to sharapit lag rahi he .
mane bola mujhe pata he .
par darne ki jarurt nhi .
humari manjil in khandhari me hi kahi he to hume sab ache se dekhna he .
tabhi meri chadi chsmkane lagi .
javed bola ye kyu chamak rahi he .
mane bola shayad te hume kiss or jana he batana chahati he .
mane chadi hatho me pakad li or charo taraf ghumane laga .
tabhi chadi se ek bijali nikali or jamin pe gurli or raste ke dono taraf aag lag gai .
aag aage badne lagi .
mane bola hume aag ke piche piche chalns chahiye .
hum aag ke piche piche chal pade .
hum kafi andar tak aa gaye the .