apsara boli ajnabi ye jungal bahut khatar naak he tumko
jaldi se yaha se nikal jana chahiye . mane bola heq devi aap kon ho aap is jungal se
nhi darti . tab usne bataya wo pass ke gav me rehti he . is jungal me jadi butiya or
oshadi banane aati rehti he . apsara ki taraf dekh ke mane pucha devi aap ka kya
naam he . apsara boli mera naam mohani he . mane bola devi aap apne naam ki
taraf manmohak ho . mohini ke hotho pe muskurata aa gai thi . thodi der wo wahi
kahdi rahi fir boli aznabi ab tumko yaha se chale jana chahiye . meri nav me beth
jao . or is nadi ke raste hi is jungal se bahar nikal jana . mane bola devi aap kase
aaogi bina nav ke . mohini boli ek or nav mane thoda aage bandh rakhi he . tum
chale jao . me nav me beth gaya . apsara wahi kahdi rahi . navi ke raste jab me
jungal bahar aa gay mujhe ek ghat nazar aaya . mane nav waha laga di . tabhi
kuch machvare mere pass aaye or bole bach gaye mohini ki wajah se . mane puch
tumko kase pata . machware bole kai log jungal se ab bach ke aate he or mohini ki
kahaniya sunate he . mane unko puch wo raheti kaha he . machuwara bola wo to
nhi pata ko devi he jo sabko bachati he .is tarah me bach ek waha se nikal paya .
aagr wo devi na hoti to me mar chuka hota . dusra shikari bola jaruar koi apsara
devi hogi jo jungal ki buri atmao se sabko bachati he . rajkumar shikari ki kahani sun
ke or mohani ki badai sun ke mohoni ko dekhne ke liye utawala ho gaya . usne
pucha shiakri ye uday pur ka jungal kaha he . shikari ne uski taraf ghur ke dekha or
bola tum waha kyu jana chahte ho . rajkumar bola me ek vaypari hu or udaypur
vaypar kane jana chahata hu . uski baat sun ke ek bola thik he hum rasta bata
dete he par jungal ki taraf mat jana . waha daayan rehti he .sujit singh ke sathiyo
ne bola hum dhyan rakhenge . fir shikari ne unko rasta bata diya or wo log udaypur
ki taraf chale gaye . ek din ke safar ke baad wo udaypur pahuch gaye . udaypur ek
kafi unat rajya tha uski ek wajah thi us rajaya pe koi hamala nhi karta tha . teeno
or se wo jungal se ghira hua tha . or samne s jo bhi humara karata use hara diya
jata tha .
fir me bola wo to thik he par hum yaha kyu aaye he .
kaya boli hum tumko mohani se milvana chahte he . mohani hi tumhari maa he .
mane bola akhir thi kon mohani . maya boli aage suno . sujit singh ke sathiyo ne
nagar me ghum ghum ke jungal ke bare me pata lagaya . sab ne ek hi baat batai .
junagl me ek kapaliak naaam ki daayan rehti he . jo nar bali de ke shetan ko khush
karti he . sujit ke sathiyo ne use jungal me jane se mana kar diya . or bola hum
apne rajaiy wapas chalte he ek ladki ke liye hum apne bhavi raja ki jaan jokhim me
nhi dal sakte . sujit sigh bahut chatur tha . usne bhi bol diya thik he hum kal ghar
wapas jayenge ab sab aram karo .