mohani raat ke andhere me jungal me chali jaa rahi thi .
par kuch to tha jo usne abhas ho raha tha uska picha kar raha he.
mohani ne apna maya jaal bunana shuru kar diya .
dekhte dekhte kai mohani waha aa gai . sabhi alag alag dish me jane lagi .
sab se bach ke mohani apni maa ki gufa me pahuch gai .
apni beti ko dekh tantara bahut khush hui .
tantara = beti tum yaha .
mohani = maa me yaha ek maksad se aai thi to socha tumse bhi mil lu.
tantara =apni beti ki preshani samjh chuki thi .
beti aa beth bata kya hua .
akhir maa hu teri kuch to madad karungi teri .
mohani = maa aasa kuch nhi he .
tantara = beti mujhe mat sikha .
beti ki preshani maa nhi samhegi to kon samjhega .
chal baa beti kya hua .
mohani = udas ho gai thi usne bolna shuru kiya .
maa me maa nhi ban sakti .
tantara = ye sun k usko jase jhatka lga ho .
par beti tumko kissne bataya .
mohani = maa humare raj vaid ne .
tantara = kya bataya usne .
mohani=maa kami mere pati me he mujhme nhi or jo ilaj usne bataya wo me nhi kar
sakti me bahut majboor ho gai hu .
me sujit ko ek varis nhi de sakti .
tantara = beti tu udas mat ho . me hu naa .
me tera ghar aase barbad nhi hone dungi .
bas tu gali amawas ko aa jana yaha pe .
me kuch soch ke rakhungi .
itna bolte huye tantara ne eunguthi nikal ke mohani ko di .
beti ye ungthi humesha pehen ke rakhna .
tu har musibat se bachi rahegi .
mohani = maa kasi musibat .
tantara = koi to he j tere piche pada he kyu ye abhi nhi pata mujhe .
bas tu sambhal ke rehna .
mohani ne unguthi pehen li .
fir maa beti apni kahaniya sunane lage ek dusre ko kya kya kiya itne dino me .
kase sujit uska khyal rakhta he kase pyar se use khilta he .