mane door nock kiya . anu chila ke boli kon he . mane kuch nhi bola
fir se nock kiya . anu guse me boli priya tu hi he naa . chali jaa mujhe na kuch
khana he naa kuch pina he . tujhe kitni baar boli . mane kuch nhi bola or door fir se
nock kiya . anu guse me chikhti hui boli ab tujhe me mar hi dalungi .
anu ne jase hi door khola . or mujhe samne dekh ke wo setchu
ban gai .uski ankhe feal gai thi . uske hath me ek flowwr pot tha . mane bade pyar
se uske hath se flower pot le liya . uski ankho me ansu aa gaye the . tabhi piche se
uski saheliya bhi aa gai thi .
shayad woden se sabko bata diya tha ki anu ka bhai aaya he
sabhi mujhse milne aa gai thi . avchank pata nhi kya hua anu ne mujhe jor se pakad
liya or fut fut ke rone lagi . mane bade pyar se uske sar pe hath fear .
anu= roti hui bbbbbbbbbhhhhhhhhhhhaaaaaaaaiiiiiiiiiiyyyyyyyyyyaaaaaa.
me = mera bacha kyu ro raha he me aa to kya naa chu kar gandi bachi .anu ki
ankho ke ansu se meri shart bhig gai thi wo mujhe chodne ko teyar nhi thi .
me = ab kya apne bhaiya ko yahi khadi rakhegi tere liye itni subhah subha aaya hu .
anu = itna sunte hi mera hath pakad ke mujhe apne bistar pe le ja ke batha diya or
mere pearo ke pass betha gai . usne apna sir meri god me rakh diya . par rona band
nhi kiya .uski saheliya bhi room me aa gai .
me = kya hua anu bol kya ab apne bhaiya se baat bhi nhi karegi .
anu = roti hui . aap ne mujhse baat kyu nhi ki .
me = tujhe bola to tha me gav jaa raha hu waha netwark nhi tha .
anu = fir bhi aap ne mujhe kabhi contect nhi kiya .
me = beta aagar mujhe teri fikar naa hoti to yaha subhah suba nhi aata . ab kya
apne bhaiya ko muf nhi karegi . or bata teri study kasi chal rahi he . anu ki saheliya = ye padti hi kaha he sara din bas room me bethi rehti thi or roti
rehti thi .
me = kase dost ho tum log meri behen roti thi or tum logo ne iska khayal bhi nhi
rakaha dekho kitni dubali ho gai he .
anu = mere gale lagte huye . bhhhhhhhhaaaaaaaaaaiiiiiiiiiiiiiyyyyyyyyyyyyaaaaaaaa.
anu mere gale lagi hui thi tabhi uski saheli boli yaar anu apne bhaiya se hume bhi
mila .
anu = bhiaya ye ritika, puja ,priya, sapna or ye roshani . ye sabhi meri class met he
or meri best friend he or ye mere bhaiya he . mila diya ab jao mujhe bhaiya se
bahut bate karni he .