Galath baat hai. Shaadi me khana iss liye hota hai ki shaadi attend karne waale sache mann se var vadhu ko aashirwaad de. Aur humari mummy kahti hai agar aap kisi ka ek ann ka dana bhi khaate hai toh uske liye shukr gujaar rahna chahiye.
Kyuki iss duniya mai bhoute se logo ko vo ek ann ka dana bhi nahin milta