... Baat ye hai k Pakistan main legend cricketers guzrey. For example, Imran Khan, wasim Akram, waqar younas, Javed miandad, inzamam UL Haq, Saeed anwar, yonas Khan etc Lekin Pakistan ne kabhi India ko world cup main ni haraya tha. Last year jab Pakistan ki iss team ne Babar Azam ki leadership main India to T20 main haraya tha to ek umeed jag gayi thi k ab Pakistan hara sakta hai Lekin ye behaya, useless phir haar gaye.. ye zaroor hai k first time India Pakistan k match main game last ball tak gayi. Last tak ni pata chal Raha tha k koun jeety ga.... Waisey hamara Main bolwer b bechara zakhmi ho gaya tha.