Incest SAAND 2 (Running)

Well-known member
3,825
7,371
143
INDEX
Update 38 (A)
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​
Update​

 
Last edited by a moderator:
Newbie
4
9
5
Jab uske Mata pita pe chali gayi woh dono chouk gaye uske baad ka update post kiye hai ki nahi bole the 2 baje baad post kar denge lekhin. Mil hi nahi rahi jisme time waste hi waste ho raha, please Aap ek jagah pe post kijiye,idhar udhar kar de rahe hai samajh me hi nahi aa raha
 
Will Change With Time
Super-Moderator
25,316
19,146
143
SAAND 2
UPDATE-38 ( C )
Gahra Raaz Continues.....

Usne jhapat kar kichad me pade huye raj ki ek taang pakdi aur door tak ghasitta le gaya...raj apna santulan nahi bana pa raha tha uske samne...vah naqabposh ab ki baar uski taang chhod kar apna poora vajan uski chhati me dalte huye uski gardan ko dono hatho se daboch liya.

Naqabposh—bolo...duniya me har ek ka baap hai ya nahi ?

AB AAGE..........

Aur phir agle hi pal vo naqabposh ka dimag chakra gaya...uss bechare ko to yeh bhi samajh me nahi aaya ki uske niche dabe huye raj ne akhir koun se daanv ka prayog kiya tha ? use to kewal itna mahsoos hua ki na jane kaise uska jism achanak hawa me upar uchhla aur jab vo niche aaya to ek thokar uski pasaliyo me padi.

Uski pet ki pasaliyo me itni kas ke laat padi thi ki uski cheekh nikal gayi...raj ke upar khoon sawar ho chuka tha...agle pal uss naqabposh ne raj ko apni chhati par sawar paya...raj ne dono hatho se uss naqabposh ki gardan ko daboch liya.

Raj (jor se)—madarchod..ye to main bahut pahle se janta hu ki iss duniya ke sabka koi na koi baap hai...ab samajh me aaya ki nahi beta ki hum dono me se baap koun hai aur beta koun ?

Lekin agle hi pal uss naqabposh ne apna ek pair utha kar raj ki gardan me phansa liya aur use apne upar se gira diya...uske baad phir se shuru ho gaya dono saando ke beech khooni dwand yuddh..dono ko dekh kar aisa lag raha tha jaise ki do saand aapas me bhid gaye ho.

Unn dono ki aisi ladayi dekh kar palak aur baki sab aankhe phade hatprabh khade dekh rahe the.. kabhi raj, uss naqabposh ke upar buri tarah haavi ho jata to kabhi aisa lagta jaise ki raj, uss naqabposh ke samne ek chota bachcha hai..

Ladte ladte dono poori tarah se kichad ke putle ban chuke the...dono ko ladte huye ek ghante se adhik samay ho chuka tha lekin dono me se koi haar maanne ko taiyar nahi tha...ek dusre ko parast karne me dono itne leen ho chuke the ki unhe apne aas paas ki sthiti ka jara sa bhi ehsaas nahi rah gaya tha.

Yaha tak ki ladte ladte dono khooni daldal me ja gire...ye daldal, uss kichad wali jagah se laga hua tha aur bahut gahra bhi tha...isme gir kar jo ek baar phans gaya uska jinda bahar nikalna lagbhag namumkin hi tha, yahi vajah hai ki isko khooni daldal ke naam se jana jata tha.

Uss khooni daldal me bhi ek dusre ke khoon ke pyase, raj aur vah naqabposh admi ladte rahe... dono ek dusre se ladte huye daldal ke gart me doobne lage...uske bahar khadi palak aur baki dono aurte behad ghabra gayi aur raj ko vaha se bahar nikalne ke liye chillane lagi kintu dono ko to kuch sunayi hi nahi de raha tha..unka dhyan poori tarah se ek dusre ko haraane par laga hua tha.

Lekin agle hi pal vo naqabposh buri tarah chounk gaya...usne mahsoos kiya ki kisi janwar ne uske jism ko buri tarah se lapet liya hai.

Tabhi vaha kisi ki jordar fufkarne ki awaz aayi..tab ja kar dono ka dhyan udhar gaya..to dekha ki ye fufkar ek azgar ki hai jisne uss naqabposh ko buri tarah se jakad liya tha....uss naqabposh ki haddiya jaise charmarane ki seema tak pahuch gayi thi..uske jism par daldal ke jahreele azgar ka dabaav badhta hi ja raha tha jiski vajah se vo naqabposh bebash nazar aane laga tha...ussi samay naqabposh ne apni aankho ke samne lahrate azgar ke fun ko dekha, ye drishya dekhte hi uska kaleja ekbargi kaamp gaya...tab tak uss azgar ne uske hath tak apne jism se lapet liye the.

Palak (ghabra kar chillate huye)—raajjj...tum jaldi se bahar aao...nahi to vo azgar tumhe bhi lapet lega...

Jab raj ne ye bhayanak drishya dekha to vah turant daldal se bahar nikalne ki jagah turant uss azgar par jhapat pada...akhir saand jo thahra, aur saand to janwaro se ladne ka abhyast hota hi hai...iss samay raj duniya ka jaise sabse bhayanak insaan nazar aane laga tha..

Azgar ne uss naqabposh ko nigalne ke liye apna bada sa munh khol kar fun phailaya hi tha ki tab tak jhapat kar raj ne azgar ka fun apni dono hatheliyo ke beech phansa liya...azgar ne apna bhayanak jabda phir se kholna chaha lekin raj apni poori taqat se uska fun bheench raha tha..jisse azgar ke gale se kampkampa dene wali fufkar goonjne lagi.

Jab uss naqabposh ne ye dekha ki raj ne azgar ke fun ko apni dono hatheli ke beech daboch liya hai aur use ye mahsoos hia ki azgar ne uske jism ko daanye se baanye lapet rakha hai...to usne tezi se ussi taraf daldal me 4-5 karwate lekar khud ko uski pakad se azad kar liya..

Vo naqabposh to azgar ke changul se chhoot gaya kintu raj aur azgar ke beech yuddh jari tha...charo oar se bekhabar raj uss azgar se buri tarah bhida hua tha...azgar rah rah kar apni bhayanak jeebh bahar nikaal raha tha...jungle me rahne wala koi saand hi azgar se aisa bhayanak yuddh kar sakta tha..

Azgar ke sath yuddh me vah apni jaan ki baazi lagaaye huye tha....uska koi sahayak nahi tha.. jisne sabki jaan bachaane ke liye khud apni jaan daanv par laga di...kaisa swarthi hai ye sansar ? sab apne ko bachaate hain, dusra, jisne unki izzat, unki jaan aur unke beto ko bachaya aur khud mout ke muh par khada hai..uski kisi ko chinta nahi hai..sab apne ko bachane me lage hain...sirf palak hi thi jo raj ke liye behad ghabrayi huyi thi kintu kuch kar nahi pa rahi thi.

Udhar vo naqabposh kisi tarah uss daldal se bahar nikal gaya...vah chahta to iss samay apne maqsad ko anzam de sakta tha..uske raste ka sabse bada kaanta iss samay mout se lad raha tha kintu raj ko akele uss azgar se ladte dekh kar na jane uske mann me kya aaya ki usne aisa nahi kiya.

Naqabposh—azgar abhi mara nahi hai...usko bahar ki taraf dhakka do..

Ye sunte hi raj ne ek jor ka jhatka diya jisse azgar ki poonch wala bhag naqabposh ke samip aa kar gira...abhi azgar apna jism daldal vapis kheenchna hi chahta tha ki jhapat kar naqabposh ne use apne dono hatho se pakad liya.

Azgar apne jism ko kafi tod marod raha tha tab tak uss naqabposh ne uski poonch pakde huye vipreet disha me daud laga diya..azgar ka fun thaame raj palak jhapakte hi daldal se bahar aa gaya...

Bahar aate hi raj ne apne hatho me daba fun kichad wali jameen par ragad diya..azgar ke gale se ghuti ghuti si awaz nikalne lagi...ise sanyog hi kaha jayega ki ussi sthan par uss naqabposh ki phenki huyi talwar bhi padi thi jise palak ne daud kar utha liya aur phir jhapat kar turant azgar ka fun talwar se kaat diya jo daldal me ja gira..uske baki jism ko ghuma kar uss naqabposh ne daldal me phenk diya.

Azgar ke khoon se sani nangi talwar liye palak daud kar raj se lipat gayi...palak ke seene se lagte hi raj ke dil ko ek jani pahchani se anubhooti huyi...yahi haal palak bhi hua...dono ka rom rom romanchit ho utha.

Naqabposh—abhi hamara faisla hona baki hai..

Raj—to aa jao,

Palak (turant)—nahi, ab tum nahi kadoge..chalo yaha se...tumhe tumhari sheetal didi ki kasam..

Naqabposh—koi baat nahi...hamara ye faisla aane wale samay par udhaar raha...hum phir milenge..

Ye kah kar vo naqabposh vaha se chala gaya...uske jate hi palak raj aur bakiyo ko le kar apne ghar ki taraf chal padi...uss aurat ka pati behad ghayal tha to raj ne use sahara diya...aaj ki ghatnaon ne palak ke dil me hulchul macha di thi, uske dil me kya chal raha tha, ye to vahi jane kintu unn dono aurto ke dil me raj ki bahaduri ne jarur ghar basa liya tha.

Raj—tum to bol rahi thi ki tumhara pati mar chuka hai aur bachche bhi phir ye sab ?

Aurat 1 husband—ye sach hai..jab sardar ne mujhe aur mere sathi ko hamare bachcho sahit baandh kar ghar me aag laga diya tha..to poora ghar aag ki lapet me aa gaya...hame apne marne ka dukh nahi tha kintu apne masoom bachcho ko apni aankho ke samne marte huye nahi dekh sakte the...sardar ke jate hi maine kisi tarah apne hath khol liye aur phir apne sathi aur bachcho ke bhi..maine kisi tarah dono bachcho ko to aag se bacha liya lekin apne sathi ko nahi bacha paya. Main bhagte huye yaha jungle me aa gaya ye soch kar ki shayad yaha main sardar se inn bachcho ko bacha saku kintu yaha aate hi vo naqabposh mil gaya.

Raj—uske hath se bach gaya to kya hua..ab nahi bachega ?

Aurat 1 (hairan)—kya matlab ?

Raj (gusse me )—matlab ye ki ab tu mere hatho marega...bata meri vaishali didi kaha hain ? kya kiya tum logo ne unke sath ? jaldi bata warna teri aankho ke samne yahi teri biwi ko nangi kar ke chodunga aur phir tera number bhi lagaunga..jaldi bata madarchod..

Raj ke achanak iss tarah gusse me baat karne se sabhi chounk gaye...sab uske gusse se ab tak achchi tarah parichit ho chuke the..

Admi—nahi,,chaho to mujhe maar do lekin meri biwi aur bachcho ko kuch mat karna..main tumhare hath jodta hu...

Raj (gala pakad kar)—to bata madarchod ki meri didi kaha hai ?

Admi—vo hamare paas nahi hai...isiliye to sardar hum par gussa tha..

Raj—kya matlab ?

Phir uss admi ne uss din ki poori ghatna batayi jab monika ne vaishali ko unke changul se chhuda liya tha...sun kar raj ka gussa kuch shant hua.

Admi—vo jaha bhi hai..ab surakshit hai..

Aise hi baat karte huye sab uss basti me aa gaye jaha palak rahti thi...ye basti jungle se lagi huyi thi..sabhi ghar kachchi mitti ke bane huye the...ghar pahuchne par jab palak ke mata pita ne uske sath itne saare logo ko dekha to vah hairan ho gaye..puchne par palak ne sach sach bata diya..

Jab uske mata pita ki nazar raj par gayi to vah achanak hi chounk kar khade ho gaye..

Do saand ek dusre ko prast karne me lage huye the. Dono ko ye bhi hos na raha vo kaha hai kis avastha me hai. Bas apni apni prthamikta siddh karne me lage huye the. Ladaai kichad se nikal khooni daldal me ja pahucha. Par dono ko hosh kaha tha. Do saando ke ladaai me kisi tisre ka kiya kam lekin nehi azgaar ko chul machi thi mere ilake me kyu aaye. Khair jab chul macha hi tha to chul ke saath saath azgaar ko bhi hamesha ke liye sula diya gaya.

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल

Anand ji ek saval chamaatkaar bhag 2 aayega ya nehi
 
Will Change With Time
Super-Moderator
25,316
19,146
143
SAAND 2
UPDATE-38 (D)
Gahra Raaz Continues.....

Aise hi baat karte huye sab uss basti me aa gaye jaha palak rahti thi...ye basti jungle se lagi huyi thi..sabhi ghar kachchi mitti ke bane huye the...ghar pahuchne par jab palak ke mata pita ne uske sath itne saare logo ko dekha to vah hairan ho gaye..puchne par palak ne sach sach bata diya..

Jab uske mata pita ki nazar raj par gayi to vah achanak hi chounk kar khade ho gaye..

Ab Aage..........

“Nahi, ye nahi ho sakta...ye kaise sambhav hai ?” Palak ke 50 varsheey pita buddhi ram ne raj ko dekh kar hairan hote huye dheere se apni patni 40 saal ki Phoolwati se kaha.

“Yahi to main bhi soch rahi hu ki bhala ye kaise sambhav hai ?” Palak ki maa Phoolwati ne bhi uske pita ki tarah apni hairanagi ko jatate huye dabi juban jawab diya.

Unn dono ke chehro par hairani dekh kar raj khud bhi hairan ho gaya..uske kuch samajh me hi nahi aa raha tha.

Raj (hairan)—aap dono mujhe dekh kar aise hairan kyon ho gaye ? pahle to didi hairan ho gayi thi mujhe dekhte hi aur ab aap dono ? yaha tak ki ye dinanath baba aur vo jungle me rahne wali kamla bhi mujhe dekh kar chounk gaye the.. kya aap dono mujhe jante hain ? lekin main to aap sabse aaj pahli baar hi mil raha hu aur to aur aaj se pahle main kabhi yaha aaya bhi nahi..phir ye kaise ho sakta hai ? (phir mann me)...kahi vo wala raj to yaha nahi aaya tha..jaise kamla mujhe dekh kar uss raj ka dhokha kha gayi, vaise hi ye sab bhi...? jarur aisa hi hoga..

Phoolwati—yahi to hum bhi soch rahe hain beta...

Palak—jo aap soch rahi ho vahi to main bhi soch rahi thi amma ki ye kaise ho sakta hai..

Raj—kya kaise ho sakta hai ? meri to kuch samajh me nahi aa raha hai..

Phoolwati—batate hain beta lekin pahle apne baare me kuch batao beta..tum koun ho, kaha se aaye ho aur yaha manhoos jagah me kisliye aaye ho ? aur kya tumhara naam raj hai ?

Raj—ji haan, mera naam raj hai...(phir raj ne apne baare me sab kuch bata diya)

Sab kuch sun kar vo sab aur bhi hairan ho gaye aur kuch der tak ek dusre ka munh dekhte rahe, unki aisi halat dekh kar raj bhi achambhit tha.

Raj (hairan)—ab to aap log kuch bataiye ki akhir baat kya hai ? aap log mujhe kaise jante hain ?

Buddhiram—beta, sach to ye hai ki hum khud tumhe aaj pahli baar dekh rahe hain.

Raj (hairan)—kyaa ? to phir aap mujhe dekh kar chounk kyon gaye aur aapko mera naam kaise pata hai pahle se hi ?

Phoolwati—iski do vajah hain beta..pahla, aaj se kayi saal pahle se kuch gunde aksar yaha aate the aur poori basti walo ko tumhari photo dikha kar sabse puchte the ki iss ladke ko dekha hai kahi ? iska naam raj hai ? vo sab ye kyon puchte the, pata nahi..

Raj—aur dusri vajah ?

Phoolwati—ussi samay ek ladki na jane kaha se bhatakti huyi ghayal halat me yaha aa pahuchi aur hamare ghar ke bahar hi gir kar behosh ho gayi..hum use apne ghar ke bhitar le aaye... do din baad usko hosh aaya lekin vo itni jyada ghayal thi ki kuch bol hi nahi pa rahi thi...hamari koi aulad to thi nahi to hamne use apni hi beti maan liya aur raat din uski dekh bhal karne lage..raat me site huye vo sapna dekh kar chilla uthti thi...uske aane ke baad hame ye mahsoos hona hi band ho gaya tha ki hamari koi aulad nahi hai...lekin hamari ye khushi jyada din tak nahi rahi.

Raj (hairan)—matlab ?

Phoolwati—uss samay ye jungle aisa tha ki yaha aane ka rasta to tha kintu bahar nikalne ka koi rasta nahi tha...har taraf ek tarah ka tilism jaisa mayajal bichha hua tha...uss ladki ki badaulat hi bahut hadh tak ye yaha ka tilism toot gaya... na jane kaha se ye baat wasiyat ke pyase uss darinde Black Star ko pata chal gayi.. agle hi din kuch naqabposh admi hathiyar liye yaha aa gaye aur usse wasiyat ke baare me puchtach karte huye maarpeet karne lage...vo bahut hi bahadur ladki thi...usne unn sabko thikane laga diya...iss ghatna ke baad ek raat na jane usne khwab me kya dekha ki agle din vo nadi ke uss paar ki basti me jane ki jid karne lagi lekin vaha jana itna saral nahi tha..hamne use bahut samjhaya...ki vah vaha jane ka khyal dil se nikal de kyonki iss mayajaal ka asli kendra to nadi ke uss paar hi hai...par vo nahi mani, aur yaha se chali gayi..jate jate uski ek diary yahi rah gayi jo bilkul kori thi magar haan usme ek sketch jarur tha jisme tumhari tasveer bani huyi thi...

Ye sunte hi raj ki dhadkan achanak hi tez ho gayi...dil bechain ho kar tezi se dhadakne laga, vo puchna bahut kuch chah raha tha lekin shabd nahi nikal rahe the hotho se..

Raj (bechain)—kya naam tha uss ladki ka ?

Phoolwati (sochte huye)—uska naam....haan, sheetal ya sadhna..aisa hi kuch bataya tha usne.

Sheetal, sadhna ka naam sunte hi raj dhadam se niche baith gaya..uski ankho se jhar jhar karke aanshoo bahne lage...

Raj (bhigi palke)—phir kya hua uska ? kuch pata chala..? jaldi batao mujhe..

Phoolwati—nahi, baad me uska kuch pata nahi chala....baad me kewal itna pata chala ki vaha jate samay raste me hi uss darinde black star se uska samna ho gaya aur uss kamine ne wasiyat ki lalach me use maar diya..

Raj (dard aur gussa)—(aankh me pani)..kyaaaa ? didi...tere khoon ke ek ek boond ki kasam..aaj se meri jindagi ka sirf ek hi maqsad hoga..uss madarchodd..black star se badla lena...chahe vo dharti, akash ya pataal jaha bhi chhup jaye..ye saand use chhodega nahi..

Phoolwati--uske jane ke ek saal baad palak ka janam hua.. palak jab badi huyi to ekdam uss ladki ke jaise hi dikhne lagi.. hame laga ki hamari sheetal/sadhna beti phir se naya janam le kar hamare paas lout aayi hai...hum to iska naam bhi sheetal ya sadhna hi rakhna chahte the magar phir ye soch kar nahi rakha ki kahi black star ne jaan liya to sheetal ya sadhna samajh kar vo jalim phir se hamari beti ko na maar de, isliye hamne iska naam palak rakha..palak ke haav bhaav, baat karne ka tarika, vahi shakal surat, vaise hi raat me sapne dekhna aur chilla uthna..sab kuch uske jaisa hi tha..kabhi kabhi to sapne me hi badbadane lagti hai ki “tumhe aana hoga, meri khatir yaha aana hoga”...kabhi kabhi gaana gaane lagti hai sote sote hi..uss black star ki nazar uss par na pade isliye hamne uss basti ko chhod diya aur yaha aa kar bas gaye.

Phoolwati ki iss baat ne jaise raj ke bujhe dil me jeevan ka ek naya sanchar kar diya...ab tak sabhi ki palke nam ho chuki thi...magar palak thi ki uski ankhe ekdam sookhi padi thi..uske dil me iss samay kya chal raha hai, ye andaza lagana kafi mushkil hai..vah to bas ektak bina palak jhapkaye raj ko hi dekhe ja rahi thi..

Buddhiram—jis darr se hamne vo basti chhodi..aaj vahi hua...jo hum nahi chahte the..hamare lakh mana karne ke baad bhi ye ladki jungle me na jane kya karne chali jati hai ? na jane aisa kya lagaav hai ise jungle se ? bilkul uske jaise hi jiddi hai...aaj dekho aa gayi na unn jalimo ki nazar me ? pad gayi na uss dusht ki buri nazar hamari beti par...na jane ab kya karega vo harami ?

Raj (gusse me)—kuch nahi hogaaa...ab main aa gaya hu....ab kuch nahi hone dunga main...ab to jo hoga uss madarchod ke sath hoga..

Phoolwati (pareshan)—lekin beta..iska yaha rahna ab theek nahi hai aur na hi tum sab ka..vo shant nahi baithega..

Raj—aap chinta mat kijiye...kal subah hi aap sab mere sath mere ghar chalenge aur main iss baare me kuch nahi sununga..aapko apni ussi beti ki kasam hai..

Raj ne aage badh kar palak ko apne seene se laga liya jo abhi bhi vaisi hi halat me thi...seene se lagte hi usne pahli baar apni palak jhapkate huye aankhe band kar li aur bina kisi pratirodh ke raj se chipakti chali gayi...uske haav bhav se aise lag raha tha jaise ki vah sadiyo se raj ko janti ho..


“Kisi Julf Ka Baadal Hona Kitna Achcha Lagta Hai,
Kisi Aankh Ka Kaajal Hona Kitna Achcha Lagta hai,
Taane Sahkar, Ashk Chhupa Kar, Iss Sanjeeda Duniya Mein,
Tere Pyar Mein Paagal Hona Kitna Achcha Lagta Hai.”


Buddhiram—theek hai beta, jaisa tum theek samjho..(dinanath ko dekh kar)..lekin beta, ye koun hain aur iss haal me ?

Shayad ab pahli baar unka dhyan zanjeero me bandhe dinanath ki taraf gaya tha, dekha to unhone yaha aate samay bhi tha lekin raj ko dekhne ke baad poora dhyan raj ki taraf hi ho kar rah gaya tha.

Unki baat ka jawab dinanath ne khud hi diya..apni poori kahani unhone khud hi bata di, jo usne raj ko bataya tha.

Dinanath—bas yahi meri dukh bhari kahani hai..raj bete ne mujhe uss harami ki qaid se to azad kara diya magar ab na jane inn zanjeero se kaise azadi milegi ?

Buddhiram—aap chinta mat kariye..main abhi kuch karta hu..

Kahne ke sath hi vo bhitar ja kar ek aari le aaya aur usse salakho ko kaatne laga..thodi der me hi dinanath unn bandhano se bhi mukt ho gaya.

Uske baad sabhi andar aa gaye...phoolwati ne khana banaya sabke liye...khana kha kar araam karne lage..raj ko peshab lagi to vah mootne ke liye ghar ke piche taraf chala gaya..lekin jaise hi vaha pahucha to samne dekhte hi chounk gaya.
Bhuddiram ne chukne ki vajay raj ko bata diya. Kuch gahre raj jangalraj ke khule kuch raj raj ke punar janam ke khule. Ab raj baukla gaya aur black star ki maiya chodna chata hai.

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल
 

Top