lo ji yaha Jyoti ki maa-bhabi aur naukrani sabhi pet se ho gayi hai .. rahi sahi kasar Raj ke pardada ki paheliyo ne poori kar rakhi hai .. aur iss baar to paheliyo ka bhandaar mila hai ...
magar back side mein kya padhne ko mil gaya .. aur ye sab gabhin-gabhin khelne wali baat mast thi ...
ek baat aur batao Anand bhai ki .. agar Blackstar Prakash chacha bana kar reh raha hai .. aur wo lagbhag har samay pariwaar ke saath he rehta hai .. to fir wo langda aadmi kaun hai .. kya wohi bholu madari hai .. aur ye Blackstar yaha gaanv mein Prakash chacha ka mask laga kar rehne wala kahi wo Raj ka judwa bhai to nahi ...