- 2,506
- 7,332
- 143
A
(1.1)
Samne kale nakab me khadi apni hi nashal ki shusumi ko Oomera turant pahechan gaya. Karib aate hi shusumi ne Oomera ke kandho ko thap thapaya.
Shusumi ; (chudeli bhasha) jao Oomera. Hamare pavitra ped ki ijjat rakhna. Shan se ladho. Muje jeet dilane ka jimma tumhara.
Oomera kuchu bola nahi. Bas gardan ghumakar shusumi ko dekha. Aur halke se ha me gardan ghuma kar vaha se jane laga. Shusumi bhi bahar aane lagi. Vo khel ko filhal bade karib se dekhna tha. Kyo ki use shetani takato vali Mayra se ashli ladhai ladhni thi. Shusumi bahar aai. Aur kisi se mile bina sari ladhai bas dekhti hi rahi.
Apni hi banai hui duniya ko tabah hote hue shusumi ne dekha. Vo dekh rahi thi ki dushman har jagah he. Jamin par kille ke bahar pishaj aur khawaish ke mel se bane jiv ke sath mritak kankali foj ki aavaje shusumi ko saf sunai de rahi thi. Kille ki deeware kabhi bhi tut sakti thi. Vahi behat chalaki se ladh rahi ashman me chudele jo bina rishk lie bas ghat lagakar ikka dukka shusumi ke shipahi ko marne me kamyab ho rahi thi.
Shusumi ko samazte bilkul deri nahi lagi ki bahar kankali foj aur khawaish pishaj jiv sirf kille ki deewaro se ashman me udd rahi chudelo par hone vale var ko rokne ke lie he. Kille ki deewaro se ashman me udd rahi chudelo ko nishana bana na bahot ashan tha. Is lie unhe kille ke bahar niche ki taraf vyasth kar diya. Ese me shusumi ne apne samne ek bada sa aag ka gola kille ke andar aata dekha. Jo ek mahel par gira. Aur charo taraf afra tafri ka mahol ban gaya.
Vahi dusri taraf kille ki deewaro ke ek chhote se hisse ki tutne ki aavaj bhi shusumi ne suni. Kai logo ne shusumi ko dekha. Aur unhe shusumi se ek aas si ban gai. Ki is mushkil wakt me unki rani hi unhe bachaegi. Vahi iski fikar Veer ki dono biwiyo ko bhi hone lagi.
Tanya ; shusumi vahi khadi bas tamasha dekh rahi he. Use bas apne jode ko hi bachana he.
Karishma ; ham bhi to vahi kar rahe he meri bahen. Ye ham chudelo ki fitrat he.
Tanya ; magar vo aadhe pishaj aadhe khawaish andar ghus aae to ham apne jode ko kese bachaenge???
Karishma ; hame hamare jode ne hi jan buchkar is ladhai me fasaya he. Vo jaenge nahi. Ab hame jitna hi hoga.
Tanya ; to ab kya kare???
Karishma ; tu Varnika ke sath ghera banae rakh. Me tuti deewaro se in aadhe khawisho ko rokti hu.
Karishma bahot tezi se aage badhi. Aur janbuchkar vo tuti deewar par kar ke un aadhe pishaj aadhe khawisho ke bich ghus gai.
Un pijwish(pishaj+khawish) me ek kami thi to ek unki speed original chudelo jitni nahi thi. Vo aadhe pishaj he. Is lie chandi ke hathiyaro ka asar jarur hoga. Ye karishma ko bharosa tha. Aur vo sahi bhi thi. Karishma ki talwar un pijwisho ko katne lagi thi. Jispar chandi ki parat thi. Pijwish talwar ke war se marne lage the. Zodakh apne pijwish ko marte dekh ekdam se bokhla gaya. Use bhi Jeet ke bade hisse par apna hak chahiye tha.
Zodakh bhi karishma ko dekh kar aage aane laga. Vo apne ashli pishaji roop me aa gaya aur apne hatho se aag ka bada gola karishma ki taraf fekne ke lie taiyar ho gaya.
Karishma ko zodakh dikhai to nahi de raha tha. Magar koi badi afat uspar aane vali he. Ye karishma ko bhi pata chal chuka tha. Aane vale bade khatre bi bu karishma bhap gai thi. Tabhi karishma ne mahesus kar liya ki koi chij tezi se uske pas ashman ke raste aa rahi he. Zodakh ne ek sath 2 aag ke gole karishma ki taraf feke. Par achanak vo bich me hi nast ho gae. Zodakh heran rahe gaya.
Vo soch me pad gaya ki uska var khali kese ja sakta he. Yaha zodakh se ek galti ho gai. Apni takat par use gurur tha ki use kon rok sakta he. Use laga ki Karishma ne hi uska var rok liya he. Vo sidha ladhne ke lie kille ki taraf jane laga. Use kayra ne roka bhi.
Kayara ; bevkuf mat bano zodakh. Aage mat jao. Hame aur thoda intjar karna chahiye. Rat abhi bahot baki he
Zodakh ne pichhe mudkar Kayra ko dekha.
Zodakh ; (gussa) me tumhari tarah kamjor nahi hu.
Bol kar zodakh kille ki taraf chal diya. Usne dekha ki khubsurat pishajni kuchh shipahiyo ke sath pijwisho se ladh rahi he.
Zodakh Karishma ko dekh kar mushkuraya. Karishma jesi khubshurat pishajni agar jinda bandi ban jae to use jita huaa ek gulam mil sakta he. Jo uski suraksha bhi kare. Aur hawas bhi mitae. Magar zodakh ye nahi janta tha ki Karishma kya chij he. Zodakh aage badha. Lekin andhere se ek aavaj aai.
Oomera ; zodakh...... Vaha nahi yaha.....
Zodakh ne aavaj ki taraf dekha to andhere se ek black full jeket aur black hat me koi aa raha tha.
Dekhte hi zodakh samaz gaya ki vo oomera he. Zodakh oomera ko dekh kar mushkuraya.
Oomera ; (smaile) ohhh... To tum jinda ho??.... Bacha ab bada ho gaya he.
Ruabi kadmo se chalte hue Oomera zodakh ki taraf aane laga.
Oomera ; ha ye bacha to ab bada ho gaya he. Par tum kafi budhe ho gae ho.
Zodakh gusse me oomera ki taraf lapka.
Zodakh ; (gussa) dekhte he kon budha he. Aur kon bacha
Zodakh aur Oomera me ghamasand ladhai shuru ho gai. Par shusumi ne najre apne mahel ki taraf ghumai. Shusumi ke chudeli tez kano ne kuchh sarakne ki aavaj suni. Uske mahel me uska joda uska pati shameer so raha tha. Jiske lie shusumi shetan se tak panga le chuki thi. Shusumi apne mahel ki taraf dobara jane lagi. Shusumi ko jate dekh. Uske sabhi shipahiyo me ek bar fir mayusi chha gai. Unhe umid thi ki shusumi bhi yudh karegi. Par vo to sidha hi andar chali gai.
Lekin shusumi apne jode(pati) Shameer par koi buri najar dale. Ye shusumi se bardas kese ho sakti he. Shusumi janti thi ki vo jo bhi he. Vo mahel ke andar uski marji ke bina to ghus hi nahi sakta. Kayra ki ek chudel ki najar andhere me chhipe ek mahel par gai. Chudele rahasya jan ne ko hamesha betab raheti he. Ese me bhala vo chudel kese achhuti raheti. Vo chudel mahel ke charo taraf chhup chhup kar gast lagane lagi.
Sirf ye jan ne ke lie ki mahel ki koi chhip kar to suraksha nahi kar raha. Par koi use nahi dikha to vo chudel aage badhne lagi. Mahel me koi door bahar se nahi tha. Matlab bahar se dekhne par koi window najar nahi aati. Aur na hi rasta hota. Par andar se kai khiskiya aur darwaje the. Jo mousam ke anukul maza deta. Vo chudel dhire dhire Shusumi ke mahel ki deewar chadhne lagi.
Nangi khubsurat kamseen chudel ek sath kai inshan ke chhipe hone ki kalpna kar rahi thi. Deewar se chipak kar chalte hue usne najane kitne jawan aur tandurast sharir ki kalpna kar li. Khoon ki pyas bhi apne aap badhne lagi. Aur khud hi ua chudel ke jabde kanp kapane lage. Par vo jese hi upar tak pahochi ek kala nakao pos saya uske samne hi khada mila. Jo use shant rahene ki hidayat de raha tha.
Shusumi ; ssss....aavaj mat karna. Mera joda so raha he.
Par bechari vo chudel apne samne shusumi ko us kale saye me dekh kar ekdam se dar gai. Vo inshani logo ki tarah jese girne vali ho. Dar se vo janvaro jese chillane bhi lagi. Vo chudel apne chudeli astitva ko hi jese bhul gai ho. Par vo jese hi sambhli. Shusumi apni jeebh nikal kar jor se gurrai.
Shusumi ; ahhh............
Vo chudel dar se niche gir hi gai. Lekin shusumi us chudel ko bilkul bhi chhodne ke mood me nahi thi. Shusumi ne turant hi udan bhari. Aur us chudel ko hawa me hi pakad liya. Bahot sari fad fadat hui. Lekin shusumi jesi takatwar chudel ke panjo nikalna na mumkin he. Ye najara sabhi ne dekha. Shusumi ne us chudel ki gardan apne dato aur jabdo se hi kat dali. Ye hawa me udd rahi dushman chudel ko darane ke liye kafi tha.
Shusumi jamin par utri aur shan se chalti hui apne mahel me pedal hi jane lagi. Kisi ki himmat hi nahi thi ki koi shusumi par hamla kare. Jate hue usi ke mahel ke bahar miyomi khadi thi. Vo pahera de rahi thi. Vo bhi janti thi ki mahel me jane ka sirf ek hi rasta he. Miyomi isi lie mahel ke main door par hi khadi thi.