- 2,506
- 7,332
- 143
(7)
Veer tezi se chalkar aa raha tha. Vo janta tha ki mukabla bhari dhup aur kade sangharsh me hone par hi shusumi ko miyomi par bharosa hoga. Ye sara khel Veer sirf miyomi ke lie hi kar raha tha. Veer apne mahel ki taraf aane laga. Vo janta tha ki uski biwiya miyomi ke chunav ke lie dabav degi. Khas kar mansik. Akhir biwiya jo chahti he.
Vo pati se karva bhi leti he. Chahe vo fir chudel hi kyo na ho. Aur mahel tak pahochte hi bahar mahel ki chhav me Veer ki sabse jyada chalak biwi mil gai. Tanya. Jo shararat ka bhi bhandar thi.
Tanya ; (smaile) lo intajar to tumhara kab se ho raha he. Aur tum aa ab rahe ho. Najane kaha kaha bhatakte rahete ho.
Veer Tanya ko dekh kar bas mushkuraya. Vo apni biwi ki fitrat achhe se janta tha. Taniya ek no ki chitar thi. Sirf Veer ke alava apne fayde ke lie kisi ko bhi bech khaya. Par chalaki ke hisab se vo samazti bhi thi ki khushi Veer ki jyada ehmiyat rakhti he. Vo Veer ke lie sirf biwi hi nahi dost bhi thi. Jo sabse jyada veer ko samazti bhi thi. Veer kuchh bola nahi bas sidha Tanya ki kamar me hath dala.
Aur uske sath sidha andar chale gaya. Tanya aur karishma me inshani gun bhi the. Is lie vo pati ko inshano jese jyada trit karti thi. Jab biwi aam jindgi me ghar aane par pati ka ese swagat kare ki jese us se kai dino bad mil rahe ho. To samaz jao ki biwi ko kuchh chahiye ya fir koi kam he. Andar jate vesa hi kuchh Veer ke sath bhi huaa. Karishma veer ka ese hi swagat karne lagi.
Karishma ; (smaile excited) are aa gae aap. Me kab se tumhara intezar kar rahi hu.
Veer ne Tanya ki kamar chhodi aur sidha karishma ke galo par ek chumma jad diya. Bindash stail me. Vo sidha dhabak deke ek alishan sofa chair pe beth gaya. Veer ke aane se pahele karishma miyomi ko samaza rahi thi. Kyo ki dono bahene bhi janti thi ki miyomi ko Shameer se pyar ho gaya he.
( dekh tu meri dost he. Ham hamesha se hi sath rahe he. Aur sath hi rahenge. Tu bhi hamare sath rahena chahti he. Tujse bahot pyar he is lie samaza rahi hu. Veer sabse sahi he. Shundar takatwar kitna pyara he. Tuje bhi bahot pasand hi tha na. Shusumi tuje pasand nahi karti. Ham tujse pyar karte he. Tu hamare sath jyada khush rahegi. Vo tuje kabhi nahi apnaegi. Vo rani he. Tuje zund me shamil nahi karegi. Veer varish he. Vo chahe to ho sakta he. Tu hare ya jeete. Tu sirf Veer ko chunegi)
Kyo ki karishma bhi janti thi ki sahemati dono me se ek ki bhi na ho. Tofa thukraya bhi ja sakta he. Jab ki Tanya jitni hi chalak aur chitar bhi shusumi thi. Lekin vo sampurna chudel thi. Vo kabhi pati pat kabu nahi karti. Balki uski khushi ke lie kuchh bhi karti he. Shusumi ne ek bar bhi Shameer ko is chij ke lie nahi bola ki vo mukable se pahele shusumi ko na kahe. Miyomi bhi vahi uske samne thi. Beth te hi veer ki najar Miyomi pe gai. Saree me vo bahot khubsurat lag rahi thi.
Veer ; (smaile) ohhh are miyu meri jaan kasam se aaj to bahot khubsurat lag rahi ho.
Yaha biwi no 1 ki chaplusi aur chalbaji shuru2 ho gai.
Karishma ; bechari tumse sifarish karne aai he. Kahe rahi he meri sabse khas aur purani dost he. Ab iska hak to pahele hi huaa na. Aur tumhe to ye pahele se hi pasand hi he.
Veer ko kuchh der pahele aur ek din pahele bhi miyomi ne sach bata hi Diya tha ki use shameer se pyar he. Veer samaz gaya ki uski biwi khel khel rahi he. Veer bhi kam nahi tha. Ankhir biwi uski chudel jo thi. Veer ke pas to 2 thi.
Veer ; (smaile) are pasand to muje itni he ki kahe to abhi shadi kar lu.
Veer ne sidha hi miyomi ko pukara.
Veer ; ee miyu darling. Bolo??? Shadi karogi mujse???
Miyomi ne bhi badi adah se veer ki taraf itthlate hue dekha. Bahot khubsurat andaz me. Thodi si gardan zuka kar.
Miyomi ; pahele apni biwiyo se to puchh lo. Me to ban jaungi tum inshano ki tarah shotan.
Veer ; are isme puchhne vali konsi bat he. Vo to muje tofe me tumhe hi to de rahi he. Ban jao meri biwi. Muje 3 biwiyo se koi etraz thodi he.
Tanya sab samaz rahi thi ki veer bhi tana hi mar raha he. Vo sabse jyada veer ko samazti thi. Tanya janti thi ki veer ko miyomi pasand to he. Par premika vo nahi he. Veer pyar sirf un dono biwiyo se karta he. Varnika se bhi nahi. Ha vo varnika pe akarshit jarur tha. Vo bhi veer ki tarah ek sofa chair par beth gai.
Tanya ; (smaile) tab to meri taraf se bhi ha hi samzo. Tum karishma ko mana lo.
Karishma ko Tanya pe gussa aaya. Par abhi koi bahesh karne se uska zuth aur plan pakde jata. Jo Veer pahele se pakad chuka tha. Is lie karishma Tanya ko ankhe dikhati he. Vo veer ke samne hi beth gai.
Karishma ; vo to vese bhi tumhara tofa ban ne ko raazi he. Iske lie joda bana ne ki kya jarurat he. Use zund me milne ki ijajat to tum de hi doge.
Veer ko paheli bar apni biwi no 1 pe real gussa aaya. Apni best friend ke lie vo itni swarthi kese ho sakti he. Par veer ko iska karan pata tha ki Karishma me inshani gun thode se jo he. Vo apna pyar apni best friend se bhi nahi batna chahti. Veer ne miyomi ki taraf dekha. Jo Karishma ke irade bhap gai. Aur use dukh ho raha tha. Miyomi ka sar dukh me zuk gaya tha.
Veer khada huaa aur miyomi ke pas pahocha.
Veer ; (pyar se bhavuk) vo nasib vala hoga. Jise tum shadi karogi. Chahe fir vo meri tarah inshan ho ya fir pishaj. Tum uske lie sab kuchh thukra rahi ho. Agar in dono me se pahele tum mili hoti to tumse shadi karne ke lie me kuchh bhi karta. Tumhe bahot pyar karta.
Veer ki bat sunkar Karishma ne bhi apna sar zuka liya. Vo bhi samaz gai ki uski chalbazi pakdi gai. Par veer ke alfas me itni siddat lagi ki miyomi bhi pighal gai. Vo bhi bhavuk hokat ekdam se sar upar utthati he. Aur ek tak veer ko dekhne lagi.
Vo kahena chahti thi ki tum bhi bahot pyare ho Veer. Kash muje shameer se pyar na huaa hota. Tumhara dill aur inshano jesa nahi he. Par veer bhi Miyomi ki ekdam se dekhne ki adah pe fida ho gaya. Aur Miyomi ko bolne ka moka nahi mila.
Veer ; uffff ...sss ese mat dekho miyu. Varna me tumhe kahi jane nahi dunga.
Veer ne ese bola to sar zukae bethi karishma, Tanya aur miyomi teeno ke face par smaile aa gai. Veer sab ko bahot pyara lagta tha. Par achanak teeno chudelo ko bahar se kisi ke aane ki ahat sunai di. Aur chudeli tez kano ne ek se jyada inshan ke kadmo ki ahat suni. Miyomi ne turant door ki taraf dekha.
Miyomi ki najron ka vo pichha karte Veer ne bhi darwaje ki taraf dekha. Shalma ke sath koi aur ek gulam ladki thi. Dono hi blue colour ke lahenga choli me. Bahot se sone ke jewarat se ladi hui. Shalma darwaje par akar khadi ho gai.
Shalma ; hukam sahejade.. kya bulave ka byugal bajva de???
Sara plan veer ka hi tha. Shusumi ke adesh par kuchh nahi ho raha tha. Par shusumi ki sahemati thi. Lekin yaha bhi Karishma shalma ki najre padh chuki thi. Karishma thoda sa mushkurai. Use fir se jalan to hui. Par maza bhi aane laga. Karishma khadi hui aur usne ek bar Tanya ko dekha. Taniya bhi thoda mushkurate hue halki si gardan zatak kar hishara karti he. Ye sab veer ke pith pichhe ho raha tha.
Vo dono bhi khadi hui aur Veer ke kandhe par hath rakh ke unke karib aa gai. Karishma shalma ko bas chhedna chahti thi.
Karishma ; (smaile) hmm sahejade wah.... Ha tu kahe to sahi rahi he. Kabhi chakha he hamare sahejade ka swad.
Karishma bas veer ko ye ehsas dilane ki kosis kar rahi thi ki vo inshano ki tarah jalne vali aurat nahi he. Vo bhi apne pati ko khushi dene ke lie kuchh bhi kar sakti he. Shalma kuchh boli nahi. Bas sawariya najro se Karishma fir Veer ko dekhti he. Veer apni biwi ko samzta tha. Vo sirf mushkuraya.
Karishma ; (shararat smaile) tu to so chuki hena inhe. Par mene to nahi dekha.
Shalma sharma gai. Aur samaz gai ki Karishma kya bolna chahti he. Vo sar zuka leti he.
Karishma ; (smaile) hmmm sundar to tu he. Par hamne to dekha nahi tuje. Bol tu aaegi aaj bavdi pe. Zel legi dard. Inshan hena tu to
Karishma ne shalma ko nyota de diya apne sath sone ke lie. Par isme bhi Karishma ki bato me jalan saf zalak rahi thi.
Karishma ; (tewar) sun le ladki. Tu aa jana saj dhaj ke. Aur puri taiyari se aana. Tum inshano ko dard bhi bahot hota he.
Karishma bol kar gusse me mahel ke andar chali gai. Ab Veer ke samne ek aur samasya aa gai thi. Ab biwi ko samazana bhi to duniya ki sabse badi mushkilo me se ek he.