Afaq bhai aap bolo kiss ka nuber lagna chahiye family main sy
Update 15
specialy long update for
Afaq
Mujhy laga k shayad baat bigar rahi hy iss lye are nahi nahi
BC saab aapko abhi aadhi baat pata hai
Darasal shuru mai thoda gussa tha k aap log ab tak haye q nahi iss liye mainy in ko kaam diya k aap saman ly guest room main ayain
(doston BC ka matlab wesy tou bary chacha ho gaa lekin yaha shiv hy tou Raghunath ho gaaa aur baaqion ka b yehi seen hy)
Mainy unke qareeb jaa kr aista sy kaha k ander touainy gussa nahi kia bass inko samjhaya hy k aap apne husband ki baat mana kijye aur unko tang naa kijye
Phir ooncha saa aur
Aap chahy inn sy pooch lain k ander mainy koi badtamizi ki kia
BC: meri baat sunn kr heran hoye magar
Shyla sy bole q bahu kia isny ander koi badtamizi yaa gussa kia
Shyla: nahi bhai
Yash: aap chahy insy pooch lain k main ny ander inhe samjhaya hy k mil jhul kr dono pati patni rahain aur khush rahain
Shyla: CC ka hath paarty huwe ye bilkul sahi keh rahy hain bhai saab
BC: tou phir thik hy
Aur mujhy bahir ki taraf ly gaye aur kehny lage tumhain kesy pata shyla aur Cc ki nahi banti
Yash: dekhiye aap ko lagta hai k main yahan awain hi koi chalta phirta aa gaya hoon aur mujhy yaha kuch b nahi pata tou yeh aap ko ghalat lagta hay main aapki poori Family k baary main janta hoon yaha tak k aapky baare main b
BC: mery bare main?
Mery baary main kiya jaante ho bhala
Yash: yehi k aapk BM ki 1 wife k sath ghalat sambandh hain
BC bohut ziada choonk gaya tha q k yeh baat aur kisi ko b nahi pata thi lekin phir tumhain kesy pata ye sabb
Yash: wo choro ye batao main. Ny sahi kaha naa
BC; haan mery uske saath sambandh thy lekin beta paida krny k liye lekin usse b beti hi paida huyi aur phir hum dono mai kabhi kuch naa hoa
Yash: chalo ye baat choriye yeh bataiye k paisa aa gaya
BC: haan aa gaya hy wo truck main hy
Aao phir truck mai
Yash phir poochta hai k yaad hain naa agar pichly main sy aik b kam huwa tou 10 poory loon ga
Bc; pichly waly saary carton main daaly thy aur cartan wesy k waisy hi band hain
Yash phir truck main jata hy aur kehta hy cartan poore hain aur agar aik b rupaya inn main sy kam nikla tou main wapis zaroor aon gaa
Aur baaqi k 2.5 kidhar hain
Bc: apko cartans ka kesy pata chala k kitne hony thy
Yash: jesy tumahre affair aur kabze k baary main paat chala tumhain kia lagta hai hamain hariya ny bataya agar aisa sochty ho tou ghalat sochty ho
Bc man main(chalo acha hoa aik rupaya b nahi nikal wrna ab aur ziada deny parr jaaty aur ye sony ki photo naa hoti tou isse naya mux wala laa kr de deta lekin yaha b nahi bana kaam)
BC: aik 2.5 Cr ka check nikal kr deta hy ayr kehta hy aap isse cash krwa lijiye gaa
Yash: ye mujhy khud cash krwa k dy dena
Aur sona kahan hy
Phir wi aik sandoik ki taraf ishara krta hy uss main mainy ka saara
Tou wo kehta hy abhi tol kr check kr lo
Mainy kaha wohi hy
Tou wo kehny laga aap k pass photos hain naa aap mila kr dekh lain
Yash: main tum parr yaqeen kr raha hoon mijhy dhoka naa dena
Aur ye sab apny noukroon ko keh kr wapis ussi safe main rakhwa do aur safe todi tou nahi thi kia tum logon ny
BC: nahi hamain bhai ny password bataya hoa tha
Yash: thik hy mujhy password bata do
BC:********
Yeh tou yash ka birthday tha
Yash: thik hy safe main rakhnyy baad main gin aur tol loon gaa abhi tum mery sath aao hum hariya k ghar maafi mangne jaa rahy hain
Bc: uski kia zaroorat hy main noukroon k hath paisy bhijwa doon gaa
Yash: bilkul b nahi
Aap ko aana pary gaa aur wi b mery sath taa ki unhy yeh naa lagy k army unhain bacha tk nahi skti
Bc:thik hy
Yash: paisy kahan hain
Bc: abhi main tumhare sath chalta hoon paisy noukar ly kr aa jain gy main bass unke samny bol dun gaa k itne paisy shaam tak aa jain gy
Yash thik hy chalo phir yash usko carr main bithata hai aur uss ko drane k lite bazo k neechy sy bandook nikal kr apny sath rakh leta hai aur chaddar utar deta hy
Bc gun ko dekh kr kehta hy k
Kia tum ye hrr waqat apny sath rakh rahy thy hamare ghar main b
Yash muskrata hoa kehta hy ye hrr waqt mery sath hi thi(sex krty waqt unki nazar sy bacha kr aisy chaddar k sath gunn utari k unhy shaq b naa hoa)
Bc: kaafi heran tha k humain abhi tak pata q naa chala
Yash: uss parr mazeed roub dalny k liye kehta hy army mai yehi traning di jaati hy k harr waqt dushman sy hosiyar raho
abhi agr main yaha sy tumhain marr kr bhag bhi gaya tou koi mujhy pakad nai paaye gaa lekin agar yehi kaam tum karo tou tum bhag nahi pao gy army sy
BC ki tou yeh baat sun kr jest phat kr char hi ho gai thi
Yash: aap dariye mat ab tou hamari sulah b ho gayi hy
Mainy tou tb b nahi maara tha jab aap mujhy jaan sy maarne k liye dhamka rahy thy
Bc: tou maara q nahi gunn tou tumhare pass thi
Yash: mainy kaha tha naa main larny nahi aya balke
Baghair lary kesy mamla rafa daf krain yeh btane ayaa tha
Magar gun majbooran lani pari q k aap mujhy marwa b skty thy jaisa aap ******* ko marwaya tha
Ab agar aap yeh maafi b sahi sy maang lain tou meri taraf sy aap ko koi khatra nahi ho gaa
Balke main tou apko
Sulah waly din hi doati ka keh krr gaya rha k aap ko koi b masla ho tou aap log aa skty hain mery paas main aap logon ki madad hi kroon gaa
Bc: ye baat sunn kr kuch khush ho jata hy
Aur kehta hai aap befikar rahiye main unse maafi bhi mangoon gaa aur aap sy dosti bhi kroon gaa
Yash; phir tou aur b achi baat hai bass aap unse maafi sahi maang lijye gaa
Phir main gaari ko hariya k ghar le kr jaata hoon jahan darwaza hariya ki biwi kholti hai aur wo mery sath raghunath ko dekh kr shock ho jaati hy
Bc: tum daro mat mai yaha larny nahi ayaa balke apny kiye ki maafi maangny aaya hoo
Yeh baat sunn kr tou wo aur shock ho jaati hy lekin tabhi peechy sy esha aa jati hai aur wo hamain ander ly jaati hy
Main tou ye dekh kr heraan ho gaya k hariya ko pehle sy bhi ziada pattian lagi hoi thi lekin main kuch nahi bola aur hariya k sath baith gay esha b mery sath beth gayi
BC: hariya samjh nahi aa rahi k baat kesy kroon.q k jo mainy kia hy main ye b nahi keh skta k maine jaan boojh kr nahi kia q k yeh jhooth ho ga aur agar maafi naa mangoon tou baat ghalat ho gi
Lekin hariya main aik baat zaroor kahoon gaa k us din jo bhi huwa ajj k baad wo kabhi nahi ho gaa bass tum uss din k liye mujhy maaf kr do
Hum sab direct maafi sunn kr shock thy magar tabhi esha boli
Esha: saab g ab maafi ay kia ho ga papa ki halat tou aap dekh hi rahy hain kai hafte ab yeh kaam pr nahi jaa skte ooper sy meri shadi k liye howe saary paisy inke illaj or lag gaye
BC: koi baat nahi main apni taraf sy 10 lac rupy maafi k tour parr dy dun ga
Yash: dekhiye 10 lac tou aap wesy b de rahy thy magar mujhy ab pata chala hy k iss ki shadi b thi tou iss liye main aap ko keh raha hoon k aap 10 sy 15 kr dain
Q k 5 sy aap ko tou farak hi nahi parna lekin inki shadi aaaram sy guzar jaye gi
Bc:thik hy jaisa tum kahi
Esha tou itna khush ho agi thi k maano abhi naach hi pry
Phir mainy unko yeh kaha k hum chalty hain doisry ghar b jana hy
Phir hum doosry ghar gaye wahan b usny sahi sy maafi mangi ayr jab paisy ki baari any lagi tou main usse pehly hi bol para k 15 lac dain gy
Bc ko mainy baad main samjha diya k uss liye bola k ye noukar ye naa sochain k hum ny unke sath farq kia hy wo b chup raha phir main usse chor k hariya k ghar wapis ayaa pata nahi q lekin mujhy esha k harqatain bari mazy ki lagti thi
Mainy jab darwaza khatkhatya tou iss baar esha ki choti behn ny darwaza khola wo mujhy dekhty hi khush ho gai aur main ander hariya waly kamry main gaya jahan ab hariya normal halat main tha
Yash: ye drama krny kaa kisny kaha tha agar usse shaq ho jata tou
Hariya: beta mainy tou isko bohut daanta lekin ye hai k manti hi nahi meri
(Esha ko kaha tha uss nyl
Isha:q pakde jaaty mery papa koi normal dramebaaz hain
Yski baat sun k main muskra diya aur baaqi hansny lagy
Yash: darasl main yeh batany ayaa tha k aap ko meri taraf sy jo pesy milny thy wi shayad 2 yaa 3 din baad aain q k bank sy paisy niklwany hain tou iss wajah sy aapko wait krna pary gaa
Hariya; beta iski koi zaroorat nahi ab tou haman5 ki bajaye 15 mil gaye hain
Yash: lekin wo meri taraf sy tou nahi mily naa
Esha: tumhari taraf sy hi hain
Hamain natak sy mana krty ho aur khud jo drama kr k dikhaya k mujhy tou aaj pata chala uski shadi kaa
Dramebaaz tou tum ho asal
Yash bass uski baatain sunn kr hans raha tha
Ajj pehli baar tha k aaj wo itna khush tha
Q aaj usny chote chacha sy apna badla ka pehla part poora kr lia tha aur apna maa papa ka saman b le liya tha
Aur doosri baat Esha ki harkatain
Aur baatain
Sab isha ko mana b kr rahy thy lekin wo kahan baaz aany wali thi
Esha: mujhy ye samjh nahi aati k usny itni achi maafi kesy maang li aur kesy khud hi 10 lac keh diye q k hamare natak sy tou aisa mumkin nahi hy
Yash b uske sath masti krty huye
Bass raste main usko uski mout st amna samna krwa dia tou apny gunahon ki maafi mangny aa gaya
Esha; aisy kaisy mout sy milwa dia bhala hamain bhi dikha
Yash usko drane k lite apni pistol nikalta hy aur kehta hy k uski maut to gaari mai pari hy lekin tumhari mery haathon main batao milna hy k nahi
Pistol dekh k baaqi tou darr gaye lekin esha aagy barhti hy aur mujhy kehti hy pistol dikhan 2 min
Mainy pistol ki lock pin lagai aur usko dy diya
Halan k sab mujhy mana kr rahy thy
Wi oehle pistol ko dekhti rahi phir mery sine parr pistol ki nizzel daba kr kehti hai
Ye khilona tou sab k paas hota hai
Asal cheez tou ye hai (mery dil ki baat kr rahi hy)
Yash: agar tum mujh ko darana chahti ho tou idhar do (lock pin khol k) lo ab darao mujhy ab iss sy goli chal b sakti hy
Sab meri iss harkat parr preshan ho rahy thy k main q bandar k hath main machis dy raha hoon aur yeh baat mujhy tab samajh ai
Jab goli chali aur mujhy lagi
Ussne apni taraf mery bazo k sath goli maar kr mujhy darana chaha magar usse pistol sambhala naa haya aur oistol kaa rukh mery paon ki taraf ho gaya aur goli mery thai mai lagi
Sabb k munh sy cheekhain nikali
Main:aaaaaahahahh
Ye kiaaaa kiyaaaa tum ny paaagaal
Esha tou darr k maary rony lagi aur neechy baith gayi
Yash : koi kapra lao
Esha ki maa bhag kr kapra laati hy aur issi beech main mai isha sy gun ly leta hoon
Gun ly k main belt mai laga deta hoon aur tab tak isha ki maa aik kapra ly karr aati hai aur meri chot sy ooper thoda kass k bandh deti hai taa k khoon kam sy kam bahy
Yash: kisi ko gaari chalani aati hai
Sab: nahi
Main phir deewar ka sahara ly k aik paon pr khara hota hoon
Esha mujhy khara hota dekh khara ho gai thi
Uss ko pakad k doosra hath aunty k kandhy prr rak k
unko gaari ki taraf
chalny ka kehta hoon aur khud aik paon prr wazan daal kr chal kr car k pass jaata hoon aur gaari main beth jaata hoon
Doosri tarf bhag kr esha b beth jaati hai aur peechy aunty aur wo beti jissne darwaza khola tha(baaqi do tution gayi thi)
Mainy gaari hospital ki taraf doraa di raasta aunty bata rahi thi
Gaari main saab ro rahy rhe
Mainy mahol ko halka krny k liye kah k esha dekho ye wali mout BC ko dikhai thi aur aik gun ki taraf ishara kia
Esha: tumhain mazak soojh raha hy yahan meri jaan pr bani hy k mainy ki kr dia
Yash; chalo koi baat nahi ghalti sy hi kia naa jaan kr tou nahi kia
Aunty: iss kambakht ko kia zaroorat thi pistol pakarny ki aur beta tum b hadd krty ho khud bandar k hath mai machis dy di aur wo b aag laga kr
Yash: esha dekho aunty bandar keh rahi hain
Eaha: dekho tum carr ko dheyan sy chalao drame naa kro
Yeash usse mobile deta hy aur kehta hai ki
AG saab ka nimber nikal prr uspar call kro
Esha aisa hi krti hy aur phone mery speaker pr laga deti hy
Ag: hello yash kesy call kia phir koi phada tou nahi kr dia
Yash:sir phada tou nahi kia aik kaand ho gaya hy wo b mery sath
Ag: kia howa thik tou hona tum
Yash: sir mery apon pr goli lagi hy aur main******* hospital mai jaa raha hoon
Police case bany gaa keh kr wo ilaaj nahi krain gy aap zara call kijye police ko k wo khud unko call kr k keh dain k ilaaj krain baaqi ka dekh lain gy
Ag:thik hy mai krta hoon
Call cut hoti hai aur 2 mint baad phir sy call aa jaati hy
Ag: yash tum be fikarr raho mainy poore thane ko alert kr diya hy k wo BC ki poori family k logon ko arrest kr lain aur BM k logon ko bhi
Aur 2 truck solider k bhi bhej diye hain3 sy chaar ghanty main woh pohnch jaain gy
Agar un logon sy resist kia tou wo maare jain gy
(Yash ab ye tou nahi bata skta tha k goli esha ny maari hy iss liye jhooth kehta hy)
Yash: sir mery khayal ma goli unhon ny nahi marvai q k abhi 30 min pehly wi mery saath tha aur hum ny saare mamle settle kr diye thy bass apko report deni hi thi k raaste main aik aadmi aaya aur mujhy goli maar di usne
Aap abhi aisa kijiye k aap sirf police and army k zariye unke male ko haveli main laain aur unko mamla batain k bass tafteesh ho gi taa k wo ziada resist naa krain
AG: thik hy mai order dy deta hun
Tumhare aany tak vo haveli main hi rahy gaye
Yash: Ok sir
Phir yash hospital pohnch jaata hy jahan bahir wo wheel chair ly kr khary hoty hain police ki call ki wajah sy issi wajah sy isha k saath koi baat nahi hoi
1 ghanty main wo bullets nikal dety hain aur safai kr dety hain
Mainy un ko kaha tha k mujhy behosh krny ki bajaye buss painkiller injection laga do jiss sy mujhy dard mehsoos na ho q k mujhy meeting main jana hy wi maan jaaty hain
Agle aik ghanty tak mujhy observation mai rakha gaya wesy tou iss ki koi b zaroorat nahi hoti aisy mamooli case main lekin police call ki wajah sy rakha hoa tha
Bahir 5 constable aur inspector khary wait kr rahy thy
Jesy hi him bahir nilly tou unhon ny kaha k sur BC aur BM farar hain jab k baaqi ko pakad kr haveli k guest room main bitha diya hy
Yash: thik hy mery sath aik driver bhejo meri carr main
Aur mery sath aa jao
Phir mainy isha logon ko unke ghar main utara police constable ki wajah sy hamari koi baat naa ho saki aur ham haveli aagye
Main phir sy wheel chair pr baitha aur police constable usse guest room mai ly gaya
Wahan pr commissioner of police and 1 commander baithy thy peechy unke 4 solider khary thy jo aik dum redy to fire position main thy
Main ander gaya tou
Commissioner of police and army commander ny aik hi sawal kia : sir aap thik hain
Yash main thik hoon acha hoa k goli paon ki hadi mai nahi lagi
Cp: sir ye sab kesy hoa(ig ki taraf sy call aur HM ki taraf sy call ki wajah sy wo mujhy koi bara aadmi samajh raha tha)
Yash

ekhiye main ye sab tou nahi jaanta lekin aik baat mujhy pata hy k agar inho ny mujhy maran hota tou shayad ye pehle hi mujhy maar dety aur jisny b mujhy maarny ki koshish ki wo koi anari tha q k wi aik goli chalaty hi bhag gaya
halan k inke pass ache shooters
Cp: tou sirr hamla kisny kia
Yash: wi mai nahi janta woh aapka kaam hy
AC: sirr ap pr hamla kahan hoa hum woh saara area seal kr dety hain
Yash: dekhiye hamla mujh pr hariya k ghar k bahir hoa lekin shooter jo b tha wo bhag gay ho gaa q k usko pata tha k uske sath kia hosakta hai
Cp: sir aapke aas paas aur koi tha jiss ny yeh sab dekh ho
Yash; nahi aas paas koi nahi tha goli ki awaz sun kr sab sy pehle hariya aur uski biwi nikali bahir q k unke ghar k bahir hi sab hoa tha
Phir unho ny mujhy sahara dia aur saari sy mera paon bandha
Ac: sir hamain unko investigate krna ho gaa
Yash: khabardar agar koi ghalti sy b unhain investigate krny gaya tou wo mery janny wale aur mujhy bohut manne wale log hain
Aur agar wo naa hoty tou main hospital kesy jaata
Cp: sir in baaton sy koi clue nahi mila aisy tou ham investigation kesy start kry q k aap main suspect Bc and family ko daairy k baahir kr rahy hain
Ac sir And Cp sir aap zara mery sath bahir aaiye aik solider meri wheel chair pakad kr mujy sude main ly gaya aur wapis chala gaya
Yash: sir hum investigation start krain gy magar 2 din k liye aur phir koi clue naa milny ku wajah sy case close ke dain gy taa k agr aapki police main sy koi unkaa khabri hai tou woh unko bata dy jesy BC aur BM ko police raid sy pehle khabar ho gayi
Iss wajah sy wo log samjain gy k hum ny case close kr dia hy tabhi main apny private detectives ko kaam main laon gaa jo mery friends hain unke zariye mai shooter ko dhoondhoon ga
Cp and Ac: good plan sir
Aap aisa hi kijye
Ac: sir mery liye kia order hain
Yash: i am so sorry k aap ko apni masrrofiaat ko chorr kr yahan aana para lekin aap jab tak yahan rahy gain wi alert rahy gy
Tou iss liye behtar tou yehi ho gaa k aap unke saamny yeh keh kr chaly jain k agar mujrim Bc ki family saabit hoi tou aap phir sy zaroor aain gy
Ac: ok sir
Phir wo mujy
Wapis guest room main ly kr aaty hain aur o baatain mainy unko batayi thi krny ko woh keh k sab chaly jaaty hain
Ab guestroom main sirf main aur Bc and Nani ki family thi
Yash: koi aik banda bahir jaa kr dekhy k sab chaly gaye hain yaa nahi aur agar chaly gaye hain tou aaty howe kundi laga dy
Wo phir aisa hi krta hy bahir dekh kr kundi laga kr aa k beth jaata hy
Nani; shiv beta ye sab kia hy hamain yahan q layaa gay
Yash: nani mujhy parr hamla hoa tha jiss wajah sy ye sab hoa
Nani: parr hamla hum ny tou nahi krwaya
Yash: lekin mera yahan aur koi duahman nahi hy
Iss liye sab aap logon ko hi pakadna chahty hain ye tou acha hoa k main mara nahi aur sir ny mujhy call kr k kaha k aap sab k incounter ka order dy dia hy
Jiss wajah sy main unoo rikk paya wrna anarth ho jaata
Nani: magar hamare order hi q
Aur agar tum ny roka tou wo hamain yahan q laye
Yash: tou aap hi bataiye k kiss parr shak krain aur ooper sy aap main sy 2 bhag gaye aur 4 bhagty howe pakary gaye
Mc:lekin beta hum b kia krty bhagne ki bajaye jum hum ko pakarne k order ho gaye thy
Yash:aap filhal tou ye kijiye k BC aur BM ko call kijiye aur unko kahiye agar aa sakty hain tou abhi yaahn aa jaye wrna kal yaha zaroor aain mujhy unko lekar commissioner saab k paas jana pary gaa wrna baad main masla aur barhy gaa
MM:abhi tou unnka number band ho gaa tou iss liye ham kal khud jaa kr unko ly ain gye
Nani: beta hum maisy kisi k hukam pr tum pr hamla nahi hoa
Yash: mujhy b yehi lagta hy q k wo jo b tha holi maar kr bhagny waloon mai sy tha
Yash: thik hy aap log jaa skty hain aur jaany sy pehly mera number lain lain.taa k phir koi masla bany tou call kijye gaa
Main unko number likhwata hoon lekin jab unke number i baari aati hy tou mujhy yaad aata hy mobile tou esha k pass hai tou main unko kehta hoon k aik shaks mery number pr call kry aur mobile mujyy dy
1 baar call jaati hy koi nahi uthata lekin 2sri call utha lety hain aur ye isha thi
Esha: hello saab ...
Yash: main yash bol raha hoon esha ki bachi mera mobile ly k haveli ao aur sath khana b ly kr aao
Ohir main unko mobile deta hoon aur wi sab chaly jaaty hain
30mint baad esha aur uski mummy yaha aa jaati hain khana ly kr
Yash esha sy mobile leta hy aur suraj k ghar call jr k kehta hy k aaj wo nahi aa paye ga phir wo Ag sir ko apny plan ki report deta hy
Ag sirr ussy dantty hain k phone noukrani ko dy kr haveli q agye tou jiss pr yash kehta hy ghalti sy iss ke paas reh gaya
Call cut hony k baad foran esha bolti hy abhi koi call mat krna
Yash: q kia hoa
Esha: tum ho kon bhi? Kia cheez ho?
Yash: kia matlab
Esha: matlab ye k
AG ko tum janty ho
HM ko tum janty ho
Sea army k general ko tum janty ho
4 larkion k number hain tumhare paas
Aik goli tumhain lagi tou commissioner of police aur army commander aa gye 60 70 bandy lekarr aur police waaly alag
Aur goli mainy maari aur daal tum ny Bc logon prr di
Yash: wo iss liye tera naam nahi lia k tumhain wo pakadte aur mujh parr janlewa hamle k jurm main sazae mout dy di haati aur mujhy bandaria k haath.main pistol deny k jurm main saza ho jaati aur ye jo saary log mujhy jaante hain wohi mujhy jail main dalwa dety
Esha: acha iss liye nahi bataya main tou kuch aur hi samjhi thi
Haan bhala aur ho b kia skta hy tum bary log ho(nirash hote huye)
Yash: waisy aik aur b wajah hy
Esha jhush hoty howe : kia hy
Yash: agar mai tumhara naam bata deta tou phir state ko bandoron k liye qanoon banana prta iss liye mainy nahi bataya
Esha: khud janab goli kha k aram sy mazak masti kr rahy hain aur ghar main meri fazool main dhulayi krdi mummy ny
Mainy aunty ki taraf dekha aur esha ka mazak uraate hoye kah
Yash: aunty ye bandaria aap ny pakadi kesy
(Mujhy isha ko cherny main bobut maza aa raha tha)
Esha: acha ye batao tum itny bary logon ko kesy jaanty hain
Yash: itni c umar madam sahiba 18 saal ka hoon
Esha: aur main 21 ki tum sy poory 3 saal bari
Yash:aur main tum sy kam az kam 5 inch bara hoon
Esha: hieght ki baat krta hy bata kia kr liya tum ny hieght main bara ho kr wo sabko yehi kehti thi magar aaj usny ghalat bandy ko keh dia tha
Yash: kia kr lia mainy
Abhi tum ny khud kaha k Ag Cp Ac Hm aur itni saari police q aa gyi bass yehi kuch kr lia hy k aik masla ho tou sabhi aa jaty hain
Esha ka yeh baat sun k munh latak gaya aur aunty bhi meri baat sunn kr usko taana dety hoye kehti hy ab tu bata tu ny 3 saal bara ho kr kia kr lia
Esha: mainy...
Yash: isne bandar hony ka certificate aaj hasil kr liya mujhy goli maar k
Aur yeh tou main chah kr b nahi kr skta





Meri baat sunn kr aunty ki hansi choot jaati hai aur esha apna munh fula kr kehti hy tum aik hi baat k peechy q parr gaye ho readers bore ho jain gy
Yash: nahi hon gy beshak unsy pooch lo
Esha: acha ye batao ab tum kya kro gy
Yash; krna kia hy oehle suraj ki ghar rehta tha ab yahan rahoon ga aur tumhain saza k tou parr yahan rakhoon gaa taaki tum meri madat kro kahin aany jaany main
Esha: lekin main kahan raho gi
Jis room mai mai raho gaa ussi mai raho gi naa bewakoof larki taaki raat ko mujhy pani waghera peena hoa tou tum laa do gi main tumhari neend kharab krroon ga
Tumhai jaga kr
Esha: mai jab so jao ko mujhyy kisi kaa baap b nahi utha skta
Yash: haan tou main kisi ka b baap nahi hoon kanwara hoon aik dum main utha doon gaa
Esha muskrati hy aur aunty kehti hay k beta main b yahin rahoon gi
Yash; ok aunty
Phir hum mil k khana khaty hain aur sone k liye aik room mai jaaty hai
Wahan par aik king size bed tha
Aunty: beta tum bed orr so jao hum neechy so jaaty hai
Yash; bilkul b nahi aap b ooper hi soiye
Beta iss bed orr teen log nahi aa sakty q k tumhain goli lagi hoi hy
Yash : agar aisa hy tou aik udhar bade sife prr so jain
Aunty: thik hy beta
Aye esha jaa aur sofe prr so
Esha; maa aapko pata hy main sofe pr nahi so sakti main girr sote sote jaati hoon
Aunty: tou ab kia main jaon iss umer main sofe parr
Esha; tou maaa aap doosre kamre main chali jao naa
Aunty: tou kia hawan jahan larki ko aik larky k paas akaili chorr kr chali jaon log thu thu krain gy kambakht
Esha: tou maa kuch tou krna hy naa
Aunty: tou tu chali jaa
Esha: maa mujhy akaily main darr lagta hy
Thodi derr inki behs chalti rahi lekin phir akhir kaar aunty sofe pr sone chali jaati hy
Esha iss baat sy kaafi khush thi
Phir ham sab so jaaty hain
Ab aap ko us waqt riya aur meri baat cheet parhny k liye deta hun jab dobara main Esha k ghar gaya tha
Riya: master aap hariya k ghar q jaa ho ho doobara
Yash: unhe apny paiso k baary main batany k meri tarf sy jo paisy milny hain wo baad main milain gy
Riya: master aap mujhy sy tou jhooth naa bola kijiye aap ko pata hy k mujhy b sab pata hy
Yash: haan lekin readers ko kuch nahi pata naa
Riya:issi liye poocha tha k q jaa rahy ho
Aap seedha seedha bol sakty thy ki esha ko milny jaa raha hoon
Yash: haan ussi ko milny jaa raha hoon
Riya: jaanu ye wohi esha hy naa apki bachpa ki dost
Yash: haan wohi hy
Riya: wesy master ab uski shadi hony wali hy agr koi mohabat vohabat hy tou usko bata kr krlo shaadi
Yash: jabb tujhe pata hy k mujhy nahi hy usse mohabat tou q tang kr rahi ho
(Tabhi main esha ko pistol deta hoon dikhany k liye)
Riya: master aaisa naa kro mana k woh aapki dost hai lekin usko iske baary mai. Kuch nahi pata wo kuch ghalat na kr bethy
Yash: nahi krti kuch
( Phir main usko lock pin hata k deta hoon)
Riya; master dekho sab log mana kr rahy hain naa do isko
Yash: yaar isne kiya krna hy kuch kr k bas dekh kr apna sho.....aaaahhhh
Riya: aaaaaaah master dekkkhhhho kr dia naa isne kaand
(System is shutting down)
Ab raat ko ham soo rahy thy araam sy k tabhi
Mujhy meri chott wali jaga dard hota hy to meri ankh khul jaati hy
Aankh khulty hi mujhy do ahsas hoty hain
Aik tou dard ka aur doisra apny ooper lety howe kisi shaks ka jiss k hont mery honton sy lagy howe thy
Agar koi aur moqa hota tou yash jaany deta lekin yash dekhna chahta tha ky ye jaan boojh kr rahi hy yaa bass khawb ki wajah sy hy iss liye yash apni akhainnwapis band kr k sony k acting krny lagta hy
Thodi der guzri thi k uske hont harkat main aa gaye aur wo isky hont ko choomny lagi aur kabhi kabhi aista c honton pai kat ti b thi aur kabhi kabhi yash ka munh b choomti thi
Yash phir sy uthny ki acting krta hai tou wo phir wesy hi ruk jaaty hain
Yash aik chapat uske sarr parr lagata hy halki c aur kehta hy tum abhi tk nahi sudhri magar iss chapat ka koi asar naa hoa uspe
Yash ny aik aur lagai
Wo phir b naa jaagi
Yash ny phir aik lagai aur aista saa uske kaan main kaha k natak band kro mujhy pata hy tum jaag rahi jo isha
Isha ye sunte hi chup chap aista aista peechy khisakny lagti hy yash phir uske kaan main kehta hy k ab yeh dobara naa ho
Wo bass haan main sirr hila det hai aur peechy khisakti jaati hy aur yash sy door ho jaati hy
Yash bass uski harqatain dekh kr muskura raha tha aur bachpan ki yaadon main khota chala gaya jahan pr yeh tab bhi yehi harkat kia krti thi yash k saath aur yash so jaata hy subah jab yash ki ankh khulti hy tou sab sy pehle uski nazar parti hy apny hathiyar pr jo aik dum khara tha aur nanga tha q k yash ki dhoti khuli hoi tji yash foran apni dhoti bandhta hy aur udhar udhar dekhta hy k kisi ny dekha tou nahi tou pata hy k dono maa beti aram sy so rahi hain
Yash phir pehle uth kr bethta hy jiss sy uska lund b taangon k beech chup jata hy thodi der relax krny k baad lund wapis sy so jata hy
Phir yash aunty ko awaz deta hy tou wo jaag jaati hy yash usko kehta hy ko wo isse sahara dy kr washroom tak chor aye wo aisa hi krti hy aur yash deewar k sahary ander chala jaata hy aur darwaza band jr deta hy aur tanki saaf krny k baad khud ko saaf krta hy phir hath munh wo aik tang prr zorr dy kr khary hony sy dhota hy aur deewar k sahary bahir aata hy jahan ab esha b khari thi wo dono usko sahara dy kr bed parr bethati hain aur khud fresh hoti hain aur phir yash ko wheeel chair prr bitha k dining area main ly jati hain jahan main aur esha beth gaye aur aunty kaam krny chali gayi
Yash; esha
Esha meri taraf dekhti hy
Yash: raat ko tum kiya harkat kr rahi thi
Esha: mainy kia kiya main tou aram sy so eahi thi
Yash: natak naa kro
Esha: aap uss baat ko chorain plz
Yash:q akhir tum ye q kr rahi thi
Esha: i am so sorry mujhy ye nahi krna chahiye tha
Yash: uska latka hoa chehra nahi dekh pata aur khud hi usse cherta hy
Yash: wesy tumhare honton ka rass meetha hy
Esha: haina
Mujhy pehle hi pata tha mery hont meethy hai(esha aik dum khush ho gayi)
Riya: master iski bolo apny nichle hont b check kraye
Yash: shut up tum tou nolo ho bat dhoke baaz
Yash esha sy : jao bhala dekh aao khana paka k nahi
Esha k amnn tou nahi tha lekin bhala yash ki baat ko wo kesy talti
Riya: mainy aap ko kab dhokha diya jaanu
Aao mujhy prr bohut bara ilzaam laga rahy ho
Main tou aapky siwa kisi sy baat b nahi kr skti
Yash: hrr dhokh yeh nahi hota k larki kisi aur k sath baatai. Kry yaa aex kry
Balke ye b dhokha hota hy k jab mushkil waqt aye bhag jao ye b dhokha hota hy
Riya: jaanu pata hain mainy aisa q kiya hy
Riya: taa ki main aapki body sy energy naa ly sakoon aur aap jaldi behosh naa hon
Prr aap ny tou mujh oarr dhike baazi ka ilzaam hi laga diya i hate u i hatee u mujhy ab aapsy baat nahi krni
Tabhi yash bolny wala tha k hoi
ding! .....