Chalo acha hai ki kisi ki to engagement hogayi kahani mai savi ki dil ko murad pori hogayi aur usey anant ji jiwan sathi ke rup mai milgaye.
Sarita apne job ke chakkar mai engagement attend nahi kar payi but video calling ke zariye wo virtually waha majud reh gayi.
Rani ji aur naina ji to bachpan ki saheliyan nikli ab Yeh dono bohut jald samdhan bhi banegi.
Anant ji ki behen ko nischal Pehli nazar mai pasand agaya ab uski ye pasand kya raang lati hai kahani mai agey dekhne layaq hoga.
Nischal ko tarif bhi hogayi sarita ke muh se.
Anant ji ki behen boss and chote miyan wale matter se confuse hogayi.
Raghu ko remand mai rakh liya nischal ne bacha Singh, boss and sarkar ke liye bhi raghu ko chodana mushkil hogaya.
Amit gaddari karega ye soncha nahi tha wo to nischal ne samay rehte usey pakad liya jisse wo sarita ke pass samay se pahunch bhi paya.
Sarita ko apni galti ka ehsas hogaya ki usne khamakha nischal ko itna suna diya usne to uski madad hi ki thi.
Sarita pahunch gayi nischal ke liye khana banane ke liye ab sirf khana hi pakega ya aur kuch bhi.
Ye Abhishek ko sirf sketches banane ke liye hi rakha gaya hai kahani mai aise lag raha hai.
Overall Awesome Updates
BRAVO