Update 20
Jaya Divya ke paas call karti uske pahle divya khud hi jaya ke pass call kar deti hai....
Divya call par jaya se kahti hai:-- hlo jaya kuch hua kya waha par
Jaya:-- nhi toh kuch khaas ni hua bas lautani
Fir jaya Divya ko sab kuch bta deti haii.
Jaya:- ab tu bta divya kya sach main tera main Ali par kuch chal rha hai kya.
Divya:- nhi toh wo kuch khaas ni hai yar wo toh Sadia ke baare main puchna aaya tha chal tu rak abhi main zara Rohit se bat krti hun aisa muh fula kar rakha hai usne ki mera dil hi suk gya
Jaya:-- pls divya mera bhai ko bacha le rohit aaj bahar gya toh dono ka janaze utha dega
Divya:-- tu ruk nah presaan mt ho Vishal ko kuch ni hoga bt Ali ki gurentee ni de skti ruk main sbhalti hun usko..
Aisa kah kar dono phone kat deti haii..
Divya afisha se puchti hai:-- rohit kaha hai
Afisha:-- di just abhi hi toh aaya just abhi aur upar hi hoga.
Avni:-- kya hua divya koi bat hai kya
Divya:-- ni koi bat ni hai tum dono yhi khana banoo main zara aati hun..
Tbhi afisha chilla ke Avni se kahti hai
Afisha:-- arre apko pta hai Avni di koi black saree main jaldi maan jata hai..
Avni:-- han bahot jaldi lekin ye toh..
Divya:-- black saree ab is kameena ke liya black saree pahno..
Divya ek black saree pahan kar rohit ke paas jati haii..
Divya:-- dekho nah Rohit mujhe party main jana hai mera sath koi chalna waala ni hai pls tum chaloge kya
Rohit:-- mera pas time ni hai khi jana hai mera ko
Divya:-- kya karne kisi ko marne(bahot jaldi se divya ye badbadati hai)
Rohit:-- kya boli
Divya:-- arre k kuch nhi main toh ye kah rhi thi ki dekho ab akela jaungii koi mujhe chedga wo sanjeev ke dost aaynge but koi ni main chali jaungii.
Rohit:-- hmm
Divya:-- ha whi toh main ja rhi verna koi bachpan main hmse kahta tha didi bda ho kar main apse shadi kar lunga ab dekho bakiyon ke aage bhul gya hme
Rohit thode der aisa hi khada rha tbhi usko gate khulne ki awaz aayi aur fir wo bhaagta hua gate par pahucha..
Rohit har taraf dekta hai hadbada kar tabhi Rohit ke kano main ek awaz padti haiii
Divya:-- kisi ko dhud rha ho kya
Rohit dekta hai toh divya waha par saj dhaj ke khadi ho kar rohit ko pyar se dekti haii..
Rohit:-- ni main kyu dhudna lga kisi ko main toh aisa hi aaya tha..
Divya:-- thik hai fir main Ali ko call kar deti hun wo Sadia ke sath chala jayga mujhe bhi le lega..
Rohit:-- ni meri divya ko koi touch bhi ni krega
Divya:-- toh le chal nah mujhe
Rohit:-- ruko main car le kar aata hun
Rohit car le kar aata hai aur divya usmain baith jati hai..
Rohit:-- kaha chalna hai
Divya:-- (hasne hua kahti hai) kaha le kar chalna chahta hai mujhe ye bhi mujhe batana pdega kya..
Rohit:-- main khi le kar ni chalna chahta waise bhi log jhuta hota haii..
Divya:-- chlo car ko pvr club par le chalo..
Rohit:-- thik haii
Thodi der main dono club par pahuch gya..
Aur waha par jab divya utarti hai toh sab ki nazre bas divya par atak jati hai
Divya club ke bahar gate par khadi ho jati haii..
Rohit:-- kya hua aap ander ni gai
Divya rohit ko dekti hai aur uska hath pakad kar club ke ander jati hai
Dono club ke ander jata hai tbhi unki taraf 2 ldkiyan aati hai aur piche se Sadia aur Ali aata hua dikai padte haii
Rekha aur anu ek sath bol padti hai kya yar itni der kar di aana main..
Divya- hehehe.
Fir sab ander gya aur party chalu ho gaiii..
Sadia:-- are Rohit bahot khile khila lag rha ho.
Rohit:-- thankyouuuu di
Sadia aur rohit bat kar rha tha tabhi divya aa kar rohit ko piche se hug kar leti hai
Rohit:-- kya hua..
Lekin waha par maujud sabhi ye dek kar shock ho jate hai ki divya jo aaj tak kisi se bat ni ki wo aisa hug kar rhi hai us ladke se..
Sadia:-- kbhi hamare sth bhi aisa chipak liya kro rohit hm bhi kat thode lenga..
Divya:-- ni ye toh bas huk hai..
Divya rohit ka hath pakad kar uski kamar par rak deti hai aur kahti hai ye drink pilao mujhe
Rohit ab sab bhul gya ki wo divya se gussa tha wo bs divya ko pyar se drink pila rha tha aur ali ko Sadia ne party se bhej diya..
Tbhi Sadia waha se khi chali gai.
Rohit:-- khi aur chala kya
Divya:-- dance ke baad pakka ab chlo nah dance krta hai
Rohit:-- mujhe ni aata
Divya:-- meri dono kamar par hath rakho
Fir dono bahot close aa jate hai fir divya kahti hai kya Hua batoo kyu mujse naraz tha..
Rohit:-- aap Ali ke sth gya tha park
Divya:-- toh kya karti jana pada kyuki usne ksm de di teri..
Rohit:-- toh mujhe kyu ni bataya
Divya:-- main kyu batau mera sth rhta hai kya aaj kl toh bs Avni afisha krta rhta haii..
Rohit:-- mujhe lga aap uski gf ho
Aisa kah kar Rohit thoda emotional ho gya aur divya boli chlo ab chup ho jao..
Divya:-- tension mat le mera nakrhe kewal mera bhai uthayga hmsa hmsa thik ab khus chl itna sab ke samne tera sth khadi hun
Divya:-- ab tu khud soch kitna special hai tu mera liya
Rohit:-- aur sonali
Divya:-- tujhe teri bachpan ki dhulhaniya chahiya yaa sonali
Rohit:-- I love you meri divya
Divya usko ghurti hai ab
Rohit:-- d di
Divya:-- I love you to mera bhai ab chalo.
Rohit:-- kya bhai wala
Divya:--(ghurta hua kahti hai) chal ghar ab bander ma wait krti hogi..
Jaisa hi Rohit car ke paas pahucha divya ne usko ek jordaar tamacha diya pura parking area main awaz gaii..
Rohit:-- ab kya hua
Divya:-- mera bare main galt sochna se phle
Rohit has deta hai aur uska hath pakad leta hai waise toh hug karna chahta tha lekin divya uski gaand tod deti..
Divya:-- kya hai
Rohit:-- mujhe sab ke saamne nhi mara uske liya...aur huk jatana ke liya..
Divya:--- maska mat mar chal key de car teri bahen chalygii
Rohit:-- d d di d d di k k kal c c chala lena
Whi ye sb dek kar afisha muskura rhi thi whi Avni puchti hai kya hua kab se has rhi hai...
Note-- sorry for being late guys mera city main zara net bnd tha isliya ni de paya bt jldi hi apke liya kal ek aur update le aunga... Which fantasy story did u want?