Thriller HAWELI ~The vampire~ completed

306
58
28
UPDATE 42


"Kahiye" Rupali sidhiyon se utarti hui boli
"Khaas kuchh nahi hai" Khan use uper se neeche tak dekhte hue bola" Is ilaake mein naya aaya hoon to socha Thakur Sahab se mil loon ek baar"
"Vo to is waqt ghar par nahi hain" Rupali Sofe ki taraf ishara karte hue boli " Aap bethiye. Kuchh lenge"
"Is waqt to thanda hi le lete hain" Khan sofe par bethte hue Bola. Rupali ne Bhushan ko thanda laane ka ishara kiya
"Agar main galat nahi hoon to aap Thakur Sahab ki badi Bahu Rupali ji hain ? " Khan ne Rupali se puchha
"Badi Bahu nahi, unki eklauti bahu" Rupali ne Kaha
"Oh " Khan ne tabhi aaye Bhushan ke haath se glass pakadte hue bola
Tabhi bahar se car rukne ki aawaz aayi
"Lagta hai Thakur Sahab aa gaye" Khan glass neeche rakhkar khada hota hua bola
Kuchh pal baad hi Thakur darwaze se andar dakhil hue. Khan fauran haath jodkar aage badha
"Salam arz karte hoon Thakur Sahab"
Thakur ne Khan ki taraf ajeeb si nazar se dekha.
"Ji Mera naam Inspector Munawwar Khan hai. Is ilaake mein naya transfer hua hoon" Khan ne phir I Card nikalkar dikhaya " Vaise log mujhe pyaar se Munna bhi kehte hain"
Thakur ne sofe pe bethte hue Khan ko bethne ka ishara kiya aur Rupali ki taraf dekhkar use vahan s jaane ka ishara kiya. Rupali bade kamre se nikalkar sidhiyon ke paas aakar ruk gayi aur deewar ki ot mein baatein sunne lagi.
"Sharma ka kya hua?" Thakur ne Khan se pehle us ilake mein posted inspector ke baare mein puchha
"Retire ho gaye." Khan ne jawab diya
"Hmmmm" Thakur ne itna hi kaha
"Main naya aaya tha to socha ke aapse mulaqat ho jaaye" Khan ne apni baat jaari rakhi " Aur aapse kuchh baat bhi karni thi to socha ke vo bhi kar loon"
"Kis baare mein " Thakur ne puchha
"Aapke bete ke maut ke baare mein" Khan ne sidha jawab diya.
Thodi der yun hi khamoshi bani rahi. Na thakur ne kuchh kaha na Khan ne. Thodi der baad phir Thakur ke aawaz aayi.
"Mere bete ko mare hue 10 saal ho chuke hain .....hmmmmm kya naam bataya tumne apna?
"Khan, Munawwar Khan. Vaise log mujhe Munna bhi kehte hain" Khan ki aawaz aayi" 10 saal beet to chuke hain Thakur Sahab par case to hamari files mein aaj bhi open hai. Dekha jaaye to Sharma ne is baare mein kuchh nahi kiya"
"Use zaroorat bhi nahi thi kuchh karne ki" Thakur ki aawaz thodi tez ho gayi "Hamare mamle ham khud niptate hain. Police dhakhal nahi deti hamari baaton mein"
"Janta hoon" Khan ne thehri hui aawaz mein jawab diya " Aap apne mamle khud niptate hain shayad isi liye aapne aas paas ke ilaake mein na jaane kitni laashen gira din apne bete ke qatil ki talash mein, hai na thakur sahab"
Thodi der ke liye haweli mein sannata chha gaya. Koi kuchh nahi bola. Rupali ki saans bhi atak gayi. Thakur ke saamne is tarah se baat karne ki kisi ne jurrat nahi ki thi. Unka rubab ab ilaake mein khatam ho chuka tha shayad isi liye ek mamuli police wala unke saamne bethkar is andaz mein baat kar raha tha.
"Haweli ke bahar jaane ka rasta tumhen malum hai ya main bataoon?" Thakur ki aawaz aayi
"Malum hai thakur sahab" Khan ne jawab diya.
Thodi der baad Khan ke haweli se bahar jaate kadmon ki aawaz aayi.
 
306
58
28
UPDATE 43


Us raat Rupali phir apne Sasur ke bistar pe nangi padi hui thi. Thakur use chodkar neend ke aagosh mein ja chuke the par Rupali ki aankhon se neend koso door thi. Use Khan ka yun Haweli mein aana aur 10 saal purani hatya ke baare mein baat karna kuchh theek nahi lag raha tha. Aam taur par policewale haweli ke andar aane ki himmat nahi karte the par aaj waqt badal gaya tha. Thakur ka raub khatam ho chuka tha. Aaj ek policewala unki hi haweli mein unpar is baat ka ilzaam laga gaya tha ke unhone apne bete ke badle mein khud kai logon ki hatya ki hai. Vo ab bhi jawabon se koson door thi.
Khan ke jaane ke baad vo sidha apne kamre mein pahunchi thi aur apni saas ke kamre se mili chaabhi ko Bhushan ki di chaabhi se milane lagi. Dono chaabiyan ek jaisi thi aur sabse gaur talab baat ye thi ke dono mein se ek bhi chaabhi asli nahi thi. Dono hi nakal thi asli chaabhi ki. Jo baat Rupali ko pareshan kar rahi thi vo ye thi ke kya uski saas us aadmi ko janti thi jise Bhushan ne raat mein haweli mein dekha tha. Shayad janti thi isliye kisi se uske baare mein kuchh kaha nahi aur agar nahi janthi thi to ye chaabhi unke paas kya kar rahi hai?
Rupali ko do baatein aur pareshan kar rahi thi. Ek to ye ke uski shaadi se pehle is haweli mein kya kuchh hua tha vo kuchh nahi jati thi. Is haweli ke itihaas ke baare mein kabhi uske pati ne bhi usse zikr nahi kiya tha. Aur jo doosri baat thi vo Jai ki kahi hui thi. Ke usne Thakur se vahi sab liya jo uska apna tha. Aur in dono baaton ke sahi jawab jo aadmi use de sakta tha vo khud Jai tha. Aakhir vo isi ghar ka hissa tha. Isi haweli mein pala badha tha. Par usse Rupali mile kaise. Aur agar mile bhi to apne sawalon ke jawab kaise hasil kare. Thakur se vo is baare mein sidhi baat nahi kar sakti thi kyunki vo janti the ke thakur ya to batayenge nahi aur agar batayenge to poori baat nahi. Aur phir ye sawal bhi uthega ke Rupali kyun ye sab sawal kar rahi hai.
Rupali ne darwaze ki taraf dekha. Aaj raat darwaza band hi raha. Aaj Bhushan ne pichhli 2 baar ki tarah use chudwate hue nahi dekha tha aur na hi Rupali ne Bhushan se aaj is baare mein baat ki thi. Aur isi chakkar mein vo ye bhi puchhna bhool gayi thi ke kya Bhushan Kamini ko cigerettes laakar deta tha aur agar lata tha to kabse?
Yahi sab sochte Rupali ne ape sasur ki taraf nazar uthayi jo duniya se bekhabar so rahe the. Rupali ke dil mein ab unke liye pyaar uthne laga tha. Jo aadmi Rupali ke paas nanga soya pada tha vo uska sasur nahi uska premi tha. Rupali ne karwat li aur thakur ke soye hue lund ko haath mein pakda. Lund betha hone ke bawajoos poora uske haath mein nahi aa raha tha. Rupali ne mutthi band ki aur lund ko dheere dheere hilane lagi. Uski is harkat se Thakur ki aankh khul gayi aur unhone muskurate hue uski taraf karwat li. Rupali ne lund hilana jaari rakha. Lund jab poora khada ho gaya to Thakur ne use sidha litaya, usne uper chadhe aur uski taange kholkar lund andar ghusa diya...
 
306
58
28
UPDATE 44


Agle din subah Rupali phir der se uthi. Vo thakur ke bistar pe nangi padi thi aur thakur uth chuke the. Pichhle kuchh dino se Rupali ka rozana der se uthna jaise uski ek aadat ban gaya tha. Kahan to vo rozana subah 4 baje uthkar naha dhokar puja paath mein lag jaati thi aur kahan ab use hosh hi nahi rehta ke kitne baje uthna hai.
"Aap kuchh haweli ki safai ki baat kar rahi thi. Kuchh hota dikh nahi raha" Nashta karte hue Thakur ne usse puchha
Rupali se jawab na soojha. Kaise batati ke usne chabiyan sirf haweli ki talashi lene ke liye li thi, safai to sirf ek bahana tha.
"Kai baar himmat ki ke shuru karun par itni badi haweli aur akeli main, sochkar hi himmat haar jaati thi" Rupali haste hue boli
"Main kuchh aadmiyon ka intezaam kar deta hoon" Thakue ne bhi haste hue jawab diya
"Nahi uski zaroorat nahi. Main khud hi kar loongi. Kal se shuru kar doongi" Rupali ne kaha
"Kal se?" Thakur ne puchha " Kyun aaj koi khaas plan hai kya?
"Haan" Rupali ne savdhani se apne shabd chunte hue kaha " Main soch rahi thi ke........"
"Kya?" Thakur ne chai ka glass uthate hue kaha
"Main kuchh nahi janti hamari zameen jaaydad ke baare mein. Jabse shaadi karke aayi hoon tabse bas ghar ki chhipkali bani bethi rahi." Rupali ne nazar jhukaye hue bola
"To?" Thakur ne chai peete hue usse puchha
"To main soch rahi thi ke aaj zameen ka ek chakkar laga aaon. Agar aap ijazat den to" Rupali ne nazar ab bhi jhukaye rakhi
"Are ismein meri ijazat ki kya zaroorat hai? Aapka ghar hain, aapki zameen hai. Aap jab chahe dekhiye" Thakur ne nashte ki table se uthte hue kaha.
Rupali bhi unke saath saath uth khadi hui
"Mujhe aaj waqeel se milne jana hai aur kuchh aur kaam bhi hai. Aap Bhushan ko saath le jaiye"Thakur ne kaha
Unke chale jaane ke baad Rupali taiyyar hui. Ab sawal ye tha ke agar vo Bhushan ko saath leke gayi to Haweli khali ho jayegi. Usne faisla kiya ke vo khud jayegi. Bhushan ko jab usne bataya to pehle to usne mana kiya par phir Rupali ke zor daalne par maan gaya aur use jo zameen ab bhi thakur ke paas bachi thi uska rasta bata diya.
Rupali gaadi lekar akeli hi nikal gayi. Car chalana use achhi tarah aata tha par use yaad nahi tha ke aakhri baar vo driving seat pe kab bethi thi isliye dheere dheere car chalate hue gaon par kar jis taraf Bhushan ne bataya tha us taraf nikal gayi..
 
306
58
28
UPDATE 45


Zameen ka vo tukda jiski baat Bhushan kar raha tha use dhoondhne mein Rupali ko zyada takleef nahi hui. Vajah ye thi ke gaon ke aas paas ke zyadatar zameen Thakur Shaurya Singh ki hi thi, ya yun kaha jaaye ke hua karti thi aur ab Jai ne apne naam pe kar li thi. Jis hisse ko Bhushan ne zameen ka ek tukda bataya tha vo ek bahut lamba chauda khet tha. Rupali ne car kachche raste par utar di aur zameen ke charo taraf ek chakkar lagane ki sochi. Vo kaafi der tak drive karti rahi aur aas paas nigah daudati rahi. Charo taraf sookhi padi zameen thi. Kahin kheti ka koi naamo nishan nahi tha. Rupali ye dekhkar khud hairat mein thi. Thakur ki zameen har saal gaon wale ya to kiraye par lekar usmein kheti karte the ya phir Thakur ke liye hi kaam karte the. Rupali ki yaad dasht ke mutabik to aisa hi hota tha par zameen ki jo ab halat thi use dekhke to lagta tha ke ispar barso se kheti nahi hui.
Rupali ne ek ped dekhkar uske neeche gaadi roki aur khadi hokar charo taraf dekhne lagi. Dopahar ka sooraj sar par aa chuka tha. Garmi ki vajah se jaise zameen aag ugal rahi thi. Thodi der yun hi khade rehkar Rupali ne vapis lautne ka irada kiya hi tha ke pichhe se kisi ne uska naam pukara.
"Malkin"
Aawaz sunkar Rupali palti to pichhe ek gaon ki ek aurat khadi thi
"Aap thakur sahab ki bahu Rupali hain na?" Us aurat ne Rupali se puchha
"Haan" Rupali ne uski taraf dekhte hue jawab diya. Aurat ne fauran apne haath jod diye
"Aaj pehli baar aapko dekh rahi hoon Malkin. Logon se suna tha ke aap bahut sundar hain par aaj dekha pehli baar hai"
Apni tareef sun Rupali muskura uthi
"Tum kaun ho?" Usne us aurat se puchha
"Ji main yahin thakur sahab ki zameen ki dekh rekh karti hoon. Asal mein kaam to ye mere mard ka tha par uske marne ke baad ab main aur meri beti karte hain" Us aurat ne bataya
Rupali ne us aurat ko gaur se dekha. Vo koi 40 saal ke kareeb lag rahi thi ya usse ek do saal uper hi. Ek gandi se saree usne lapet rakhi thi. Jis baat ne Rupali ka dhyaan apni taraf khincha vo ye thi ke is umar mein bhi us aurat ka badan ekdam gantha hua tha. Kahin faltu charbhi ya motapa nahi aaya tha. Shayad saara din kheto mein kaam karti hai is vajah se.
"Tumhare paas pani hoga? Mujhe pyaas lagi hai" Rupali ne us aurat se kaha
"Mera makaan yahin paas mein hi hai. Agar malkin ko aitraz na ho to aap aa jaiye. Thodi der aaram bhi kar lijiyega"
Rupali ne dekha ke jis taraf vo aurat ishara kar rahi thi vahan ek jhopdi bani hui. Thodi si doori par thi par car vahan tak nahi ja sakti thi. Rupali ne car vahi ped ke nichhe chhodi aur us aurat ke saath chal padi.
"Kabse kaam kar rahi ho yahan par" Chalte chalte Rupali ne us aurat se puchha " Aur tumhara naam kya hai?"
"Mera naam Bindiya hai malkin. Mera mard pehle thakur sahab ki zameen ki dekhbhal karta tha isliye maine to jabse usse shaadi ki tabse yahi kaam kar rahi hoon" Us aurat ne muskurate hue jawab diya
"Tum yahan akeli rehi ho? Gaon se bahar?" Rupali ne puchha
"Main aur meri beti yahan rehte hain. Ab hamare paas apna ghar ya zameen to hai nahi malkin isliye yahin thakur sahab ki zameen pe guzara karte hain. Gaon mein rahen ge kahan" Bindiya ne bataya
Chalte chalte vo dono jhopdi tak pahunche. Rupali ne dekha ke bindiya ne apni zameen ke aas paas thodi sabziyan aur kuchh phool uga rakhe the. Jhopdi ke bahar koi 18 saal ki ek ladki bethi hui kapde do rahi thi.
"Ye meri Payal hai" Bindiya ne us ladki ki taraf ishara kiya
Rupali ne us ladki ki taraf dekha. Uski shakal dekhke saaf malum hota tha ke vo abhi 18-19 saal se zyada ki nahi hai par sar ke neeche jism kisi poori tarah jawan aurat ka tha. Usne jo kapde pehen rakhe the use dekhke malum padta tha ke usne kaafi waqt se kapde nahi silvaye. Purane vahi kapde bachpan se pehen rahi hai jo ab uske jism pe chhote pad rahe hain. Choli itni tang ho chuki thi ke Payal ki badi badi chhatiyan usmen sama nahi rahi thi, Aadhi se zyada chhatiyan uper se bahar ki taraf nikal rahi thi. Uska ghaghra sirf ghutno tak aa raha tha aur bethe hone ki vajah se Rupali ko uski jaanghen saaf nazar aa rahi thi.
Rupali ko dekh vo ladki haah jodkar uth kahi hui
"Namaste Malkin"
Rupali ne andaza lagaya ke beti ka jism bhi apni maan ki tarah ekdam gatha hua tha..
 

Top