Lustyweb's Exclusive Story Contest 2022 ➣ Chit Chat & Discussion Thread

Status
Not open for further replies.
Bᴇ Cᴏɴғɪᴅᴇɴᴛ...☜ 😎
1,621
5,930
143
Main sach kahun to kisi bhi story ke har update par review dena hi nhi chahta. Ek update se story ka maap dand tay nahi kiya ja sakta. Bhale hi wo kitna bhi badhiya likha gaya ho.
Elements of story -
कथा वस्तु , किरदारों का चरित्र , वातावरण ( भौतिक और आत्मिक ) , संवाद , भाषा शैली और उद्देश्य ।
Ye important factors hote hain.
100% agree, but aisa tab achha lagta hai jab story already complete ho aur tab aap puri kahani ki ek hi baar me sameeksha kar dijiye aur yakeenan wo sameeksha adbhut hogi lekin agar story running period me hai to aapko every update me na sahi lekin ek do update ke antraal me kuch na kuch to story ke bare me kahna hi chahiye. Isse writer ko khushi bhi milti hai aur uska aage likhne ka utsaah bhi bana rahta hai. Ek achha communication hona zaruri hai. Purana writer to jhel lega lekin jo naya hoga wo next update me hi story chhod kar chala jayega. :dazed:
 
expectations
23,522
15,523

To Jo nice update likhega usko pyaar se samjhna hoga ki kuch baat update ke bare me bhi likhe comment udwage to ghanta reader milega :sleep2:
 
Status
Not open for further replies.

Top