Lustyweb's Exclusive Story Contest 2022 ➣ Chit Chat & Discussion Thread

Status
Not open for further replies.
R

Rockstar Rocky

:good2: Story ka postmortem karne wale firefox420, kamdev, naina, aalu jaise readers hone chahiye. Inke reviews padh kar naye naye writer story chhod kar bhag lete the...ek main hu jo ab bhi tika hua hu :roflol:
Hum bhi kosis kar rahe hain postmortem karne ki abhi shurwaate ki hai. Aage Naina ji ka aashirwaad raha toh hum expert ho jaenge
 
Bᴇ Cᴏɴғɪᴅᴇɴᴛ...☜ 😎
1,621
5,930
143
Ye ek sachchai hai brother xossip se reader writer ke bich bahes hoti aayi hai ki hum update ke badle update nai de sakte hajaron comment dekhe hain
Dusra kya karta hai ya kya kahta hai ye kyo dekhte ho, tum kya karte ho ya kya kahte ye dekho. Fir tum me aur unme kya antar hua. Forum ki dekh rekh karne ka beeda uthaya hai aur harkate aisi :slap:
 
Newbie
56
34
18
btw ek writer chaahe incest likhe ya romantic likhe ya phir fantasy ya thriller story likhe . mehnat to har story pe lagti hai,.... dusri baat plot ko leke kaafi kuch sochna padta hai writers ko.. in fact waqt bhi bahot lag jaata in sab mein..
ab itni mehnat, waqt aur dimag lagane ke baad ek ek update taiyar hota hai.. aur aise mein update mein ho rahi activities ko leke readers sameeksha na kare review ke jariye (kya thik tha kya bura tha, kounsa bhaag achha laga, anuman lagana etc) to ye sarasar nainsaafi hogi writers ke sath...
Main sach kahun to kisi bhi story ke har update par review dena hi nhi chahta. Ek update se story ka maap dand tay nahi kiya ja sakta. Bhale hi wo kitna bhi badhiya likha gaya ho.
Elements of story -
कथा वस्तु , किरदारों का चरित्र , वातावरण ( भौतिक और आत्मिक ) , संवाद , भाषा शैली और उद्देश्य ।
Ye important factors hote hain.

Koi story diologs base par jyada likhi jati hai to koi story - Jaise ham baccho ko kisi Raja Rani ki kisse sunate hai , us tarah se.
Matlab jaise ham Cow ya Science par lekh likhte the..us tarah ke..jo sabse jyada kisi bhi forum pe likha ja raha hai.
Lekin dono type ke story ko aap ek hi taraju par taul nahi sakte.
Dono type ke story ka impotence alag alag hai.

Aur tab jakar kisi story ka review parfect tarike se diya ja sakta hai.
 
R

Rockstar Rocky

update ko hamesha dhyan se padho, purane update ke baaton ko, kirdaro ke activities ko yaad rakho...baaki revos likhna apne ap aa jaayega ju ko.
Abhi Destiny ji ki story par try ki aap dekh kar batana ki sahi kiya ya nahin
 
Eaten Alive
4,118
4,186
143
Main sach kahun to kisi bhi story ke har update par review dena hi nhi chahta. Ek update se story ka maap dand tay nahi kiya ja sakta. Bhale hi wo kitna bhi badhiya likha gaya ho.
Elements of story -
कथा वस्तु , किरदारों का चरित्र , वातावरण ( भौतिक और आत्मिक ) , संवाद , भाषा शैली और उद्देश्य ।
Ye important factors hote hain.

Koi story diologs base par jyada likhi jati hai to koi story - Jaise ham baccho ko kisi Raja Rani ki kisse sunate hai , us tarah se.
Matlab jaise ham Cow ya Science par lekh likhte the..us tarah ke..jo sabse jyada kisi bhi forum pe likha ja raha hai.
Lekin dono type ke story ko aap ek hi taraju par taul nahi sakte.
Dono type ke story ka impotence alag alag hai.

Aur tab jakar kisi story ka review parfect tarike se diya ja sakta hai.
Lekin ye bhi sach hai ki writers ko to har update pe revo chaahiye... :D
 
Status
Not open for further replies.

Top